Search This Blog

Category

Autoblog

Showing posts with label Halal-Haram ( Permissible and Not permissible). Show all posts
Showing posts with label Halal-Haram ( Permissible and Not permissible). Show all posts

Thursday, May 9, 2019

Al Quran : Eh Imaan walo un pakiza cheezo ko haram na karo jo Allah ne tumhare liye halal ki hain


Bismilahirrahmanirrahim 


✦ Al Quran : Eh Imaan walo un pakiza cheezo ko haram na karo jo Allah ne tumhare liye halal ki hain aur hadd se na badho beshak Allah hadd se badhne walo ko pasand nahi karta aur Allah ke rizq mein se jo cheez halal aur pakiza ho usko khao aur Allah se darte raho jis par tum imaan rakhte ho

Surah Al Maida (5) , Aayat 87-88

✦ Hadith: Hazrat Anas Radi Allahu Anhu ne kaha ki Nabee Sal-Allahu Alaihi wasallam ke chand sahaba ne Nabee Sal-Allahu Alaihi wasallam ki biwiyo se Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ki khufiya ibadat ka haal pucha yani jo ibadat Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ghar mein kiya karte they to ek ne unmein se kaha ki main ab kabhi aurto se nikah nahi karunga , kisi ne kaha ki main kabhi gosht nahi khauunga, kisi ne kaha ki main kabhi bistar par nahi souunga ( taaki Allah ki zyada ibadat kar sake) Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Allah ki hamd bayan karne ke baad khutba padha aur farmaya ki kya haal hai un logo ka jo aisa kahne lage hain , jabki mera to ye haal hai ki main raat ko namaz bhi padhta hu aur so bhi jata hu aur roze bhi rakhta hu aur iftar bhi karta hu aur aurto se nikah bhi karta hu aur jisne mere tareeqe se munh moda wo meri ummat mein se nahi
Sahih Muslim, Jild 4, 3403
------------
✦ अल क़ुरान : एह ईमान वालो उन पाकीज़ा चीज़ो को हराम ना करो जो अल्लाह ने तुम्हारे लिए हलाल की हैं और हद से ना बढ़ो बेशक अल्लाह हद से बढ़ने वालो को पसंद नही करता और अल्लाह के रिज़क़ में से जो चीज़ हलाल और पाकीज़ा हो उसको खाओ और अल्लाह से डरते रहो जिस पर तुम ईमान रखते हो
सुरह अल माईदा (5) , आयत 87-88

✦ हदीस : हज़रत अनस रदी अल्लाहू अन्हु ने कहा की नबी सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम के कुछ सहाबा ने नबी सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम की बीवियों से आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम की ख़ुफ़िया इबादत का हाल पूछा यानी जो इबादत आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम घर में किया करते थे तो एक ने उनमें से कहा की मैं अब कभी औरतों से निकाह नही करूँगा , किसी ने कहा की मैं कभी गोश्त नही खाऊंगा , किसी ने कहा की मैं कभी बिस्तर पर नही सोऊंगा 
( ताकि अल्लाह की ज़्यादा इबादत कर सके) आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने अल्लाह की हम्द बयान करने के बाद ख़ुतबा पढ़ा और फरमाया की क्या हाल है उन लोगों का जो ऐसा कहने लगे हैं , जबकि मेरा तो ये हाल है की मैं रात को नमाज़ भी पढ़ता हूँ और सो भी जाता हू और रोज़ भी रखता हूँ और इफ्तार भी करता हूँऔर औरतों से निकाह भी करता हूँ और जिसने मेरे तरीक़े से मुँह मोड़ा वो मेरी उम्मत में से नही
सही मुस्लिम, जिल्द 4, 3403
--------------------
اے ایمان والو! جو پاکیزہ چیزیں اللہ نے تمہارے لئے حلال کی ہیں انہیں ( اپنے اوپر ) حرام مت ٹھہراؤ اور نہ ( ہی ) حد سے بڑھو ، بیشک اللہ حد سے تجاوز کرنے والوں کو پسند نہیں فرماتا  اور جو حلال پاکیزہ رزق اللہ نے تمہیں عطا فرمایا ہے اس میں سے کھایا کرو اور اللہ سے ڈرتے رہو جس پر تم ایمان رکھتے ہو 
سورة المائدہ (۵) آیت ۸۷-۸۸

حضرت انس رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم کے صحابہ میں سے کچھ لوگوں نے نبی صلی اللہ علیہ وسلم کی ازواج مطہرات سے آپ کی تنہائی کے معمولات کے بارے میں سوال کیا، پھر ان میں سے کسی نے کہا: میں عورتوں سے شادی نہیں کروں گا، کسی نے کہا: میں گوشت نہیں کھاؤں گا، اور کسی نے کہا: میں بستر پر نہیں سوؤں گا۔ ( آپ کو پتہ چلا ) تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اللہ کی حمد کی، اس کی ثنا بیان کی اور فرمایا: لوگوں کا کیا حال ہے؟ انہوں نے اس اس طرح سے کہا ہے۔ لیکن میں تو نماز پڑھتا ہوں اور آرام بھی کرتا ہوں، روزے رکھتا ہوں اور افطار بھی کرتا ہوں اور عورتوں سے نکاح بھی کرتا ہوں، جس نے میری سنت سے رغبت ہٹا لی وہ مجھ سے نہیں 
صحیح مسلم جلد ۴ ۳۴۰۳

_________________

✦ Al Quran : O you who believe! Make not unlawful the Tayyibat (all that is good as regards foods, things, deeds, beliefs, persons) which Allah has made lawful to you, and transgress not. Verily, Allah does not like the transgressors.And eat of the things which Allah has provided for you, lawful and good, and fear Allah in Whom you believe.
Surah Al Maida (5), Verse 87-88

✦ Hadith: Anas (Allah be pleased with him) reported that some of the Companions of Allah's Apostle (ﷺ) asked his (the Prophet's) wives about the acts that he performed in private. Someone among them (among his Companions) said:
I will not marry women; someone among them said: I will not eat meat; and someone among them said: I will not lie down in bed. He (the Holy Prophet) praised Allah and glorified Him, and said: What has happened to these people that they say so and so, whereas I observe prayer and sleep too; I observe fast and suspend observing them; I marry women also? And he who turns away from my Sunnah, he has no relation with Me
Sahih Muslim, Book 8, Hadith 3236

Wednesday, May 8, 2019

Hadith: Nikah e mutah (temporary marriage) qayamat tak haram hai


Bismillahirrahmanirrahim 



✦ Hadith: Nikah e mutah (temporary marriage) qayamat tak haram hai 

✦ Rabi bin Sabra al-Juhanni Radi Allahu Anhu apne walid se rivayat karte hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne mutah (temporary marriage) karne se mana farmaya aur ye bhi farmaya ki aagah ho jao mutah aaj ke din se qayamat ke din tak haram hai aur jisne muta ke mahar mein kuch diya ho wo wapas na le
Sahih Muslim, Jild 4,3430

✦ Hazrat Ali Radi Allahu Anhu ne suna ki ibn abbas Radi Allahu Anhuma aurton se muta mein kuch dheel de rahe hain to unhone kaha thahar jao ki Eh Ibn Abbas , Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne khaibar wale din se hamesha le liye muta (temporary marriage) karne aur paltu gadho ke gosht khane se mana farma diya hai 
Sahih Muslim, Jild 4, 3434

✦ Hazrat Ali Radi Allahu Anhu ne hazrat Abbas Radi Allahu Anhu se kaha ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne jung e khaibar ke waqt se mutah (temporary marriage) karne aur paltu gadho ke gosht khane se mana farma diya
Sahih Bukhari, Jild 6, 5115

Notes: Temporary marrige yani mutah ....jab pahle zamane mein log safar karte ek jagah se dusri jagah ya kahi jung mein jate ..to unko ejazat thi ki wo Temporary marrige yani 3 din 10 din ek mahina ya ek saal is tarah contract sign karke nikah kar sakte ...aurat mard ki razamandi se aur uske baad contarct khatam nikah khatam ...but phir Nabee salallahu alahi wasallam ne 
khaibar ki jung ke din se  
isko haram kar diya ..isliye kuch hadith mein aapko muta se related positive hadith milegni magar wo khaibar se pahle ki hain ..ab ye haram hai..magar  kuch shia firqe aaj bhi ye haram kaam karte hain ..Allah sabko hidayat ata farmaye

Must check below details

English

https://islamqa.info/en/20738

urdu

https://islamqa.info/ur/20738
----------------

✦ रबी बिन सबरा अल-ज़ुहनि रदी अल्लाहू अन्हु अपने वालिद से रिवायत करते है की रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम ने मुताह (temporary marriage) करने से मना फरमाया और ये भी फरमाया की आगाह हो जाओ मुताह आज के दिन से क़यामत के दिन तक हराम है और जिसने मुताह के महर में कुछ दिया हो वो वापस ना ले
सही मुस्लिम, जिल्द 4,3430

✦ हज़रत अली रदी अल्लाहू अन्हु ने सुना की इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हुमा औरतों से मुताह में कुछ ढील दे रहे हैं तो उन्होने कहा ठहर जाओ एह इब्न अब्बास , रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम ने ख़ैबर वाले दिन से हमेशा ले लिए मुताह करने और पालतू गधों के गोश्त खाने से मना फरमा दिया है 
सही मुस्लिम, जिल्द 4, 3434

✦ हज़रत अली रदी अल्लाहू अन्हु ने हज़रत अब्बास रदी अल्लाहू अन्हु से कहा की रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम ने जंग ए ख़ैबर के वक़्त से मुताह (temporary marriage) करने और पालतू गधों के गोश्त खाने से मना फरमा दिया
सही बुखारी, जिल्द 6, 5115
----------------


حضرت ربیع بن سبرہ جہنی رضی اللہ تعالیٰ عنہ اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے نکاح متعہ سے ممانعت فرمائی اور فرمایا آگاہ رہو یہ آج کے دن سے قیامت کے دن تک حرام ہے اور جس نے کوئی چیز دی ہو تو اسے واپس نہ لے۔

حضرت علی رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ انہوں نے ابن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہما کو عورتوں کے متعہ میں نرمی کرتے ہوئے سنا تو فرمایا ٹھہر جاؤ اے ابن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہما کیونکہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے اس سے غزوہ خیبر کے دن منع فرمایا اور پالتو گدھوں کے گوشت سے بھی۔


حضرت علی رضی اللہ تعالیٰ عنہ بن ابی طالب کو ابن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہما سے فرماتے ہوئے سنا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے غزوہ خیبر کے دن عورتوں سے نکاح متعہ کرنے اور گھریلو پالتوں گدھوں کا گوشت کھانے سے منع فرمایا۔

------------------------
✦ Rabi bin Sabra al-Juhanni reported on the authority of his father Radi Allahu Anhu , Allah's Messenger Sallallahu Alaihi wasallam prohibited the contracting of temporary marriage (Mutah) and said: Behold, it is forbidden from this very day of yours to the Day of Resurrection, and he who has given something (as a dower) should not take it back.
Sahih Muslim, Book 8, 3262

✦ Ali (Allah be pleased with him) heard that Ibn Abbas (Allah be pleased with them) gave some relaxation in connection with the contracting of temporary marriage, whereupon he said Don't be hasty (in your religious verdict), Ibn Abbas, for Allah's Messenger Sallallahu Alaihi wasallam on the Day of Khaibar prohibited that forever - along with the eating of flesh of domestic asses.
Sahih Muslim, Book 8, 3266

✦ Narrated Ali Radi Allahu Anhu I said to Ibn Abbas Radi Allahu Anhu During the battle of Khaibar the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam forbade (Nikah) Al-Mut'a and the eating of donkey's meat.
Sahih Bukhari, Book 62, 50

Tuesday, April 9, 2013

Hadith : Tum log Bismillah Parh kar usey kha liya karo


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith : Tum log Bismillah Parh kar usey kha liya karo

Aisha Radiallahu anha se rivayat hai ki Kuch logon ne arz kiya Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam bahut se log hamarey yahan Ghosht latey hain humein ye malum nahi ki Allah ka naam unhoney zabah ke waqt liya tha ya nahi? Is par Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum log Bismillah Parh kar usey kha liya karo.
Sahih Bukhari, Vol 3, 2057

  
Narrated 'Aisha Radiallahu anhu : Some people said, "O Allah's Apostle! Sallallahu Alaihi Wasallam  Meat is brought to us by some people and we are not sure whether the name of Allah has been mentioned on it or not (at the time of slaughtering the animals)." Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said (to them), "Mention the name of Allah and eat it."
Sahih Bukhari,  Vol 3, Book 34, No. 273: 

Monday, October 22, 2012

Hadith: Tum log Bismillah par kar usey kha liya karo.


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith:  Tum log Bismillah par kar usey kha liya karo.

Aisha Radiallahu anha se rivayat hai ki Kuch logon ne arz kiya Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam bahut se log hamarey yahan Ghosht latey hain humein ye malum nahi ki Allah ka naam unhoney zabah ke waqt liya tha ya nahi? Is par Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum log Bismillah par kar usey kha liya karo. 
Sahih Bukhari,  Vol 3, 2057
-------------------------------------------------------------------------
Narrated 'Aisha Radiallahu anha : Some people said, O Allah's Apostle! Sallallahu Alaihi Wasallam  Meat is brought to us by some people and we are not sure whether the name of Allah has been mentioned on it or not (at the time of slaughtering the animals). Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said (to them), Mention the name of Allah ( Say Bismillah)  and eat it. 
Sahih Bukhari,  Vol 3, Book 34, No. 273: 

Monday, October 8, 2012

Hadith: Halal aur haram khula hua hai aur in dono ke darmiyan kuch cheezein shuba (doubtful) wali hain


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Halal aur haram khula hua hai aur in dono ke darmiyan kuch cheezein shuba (doubtful) wali hain

Numan Bin Bashir Radiallahu anhu se rivayat hai ki main Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam se suna ki Halal aur haram khula hua hai aur in dono ke darmiyan kuch cheezein shuba (doubtful) wali hain jinko bahut se log nahi jantey phir jisney apne aapko in shuba ki cheezon se bacha liya usney apney deen aur izzat ko bacha liya aur jo koi in shuba ki cheezon mein Parh gaya uski missal us charwahey ki hai jo kisi ki charagah ke aas paas apney janwaron ko charaye aur kareeb hai ki uskey janwar usmein chale jaye sun lo har baadshah ki ek charagah hoti hai Allah ki chaaragah uski zameen par haram cheezain hain – sun lo badan mein ek ghosht ka tukda hai jab wo durast hoga to sara badan durast hoga aur agar wo bigad gaya to sara badan bigad gaya aur wo tumhara dil hai
Sahih Bukhari, Iman ka Bayan ,No.52

Narrated An-Nu'man bin Bashir Radi Allahu Anhu : I heard Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam  saying, ' legal and illegal things are evident but in between them there are doubtful (suspicious) things and most of the people have no knowledge about them. So whoever saves himself from these suspicious things saves his religion and his honor. And whoever indulges in these suspicious things is like a shepherd who grazes (his animals) near the Hima (private pasture) of someone else and at any moment he is liable to get in it. (O people!) Beware! Every king has a Hima and the Hima of Allah on the earth is His illegal (forbidden) things. Beware! There is a piece of flesh in the body if it becomes good (reformed) the whole body becomes good but if it gets spoilt the whole body gets spoilt and that is the heart.
Sahih  bukhari, Vol 1, Book 2, No. 49: 

Wednesday, September 26, 2012

Hadith: Allah Subhanahu haraam Maal se diya hua Sadqa Qubul nahi farmatey



Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Hadith:  Allah Subhanahu haraam Maal se diya hua Sadqa Qubul nahi farmatey

AbulMalih  Radi Alllahu Anhu  se rivayat hai ki Rasoollallah  Sallallhu Alaihi Wasallam  ne farmaya Allah Ta’ala haraam Maal se diya hua Sadqa Qubul nahi farmatey aur na hi bina paki ke Namaz (Qubul farmatey hain).
Sunan Abu Dawud,  Vol 1, 59 
( Sahih)
---------------------------------------------------------------------------
 Narrated AbulMalih  Radi Alllahu Anhu  : The Prophet peace_be_upon_him  said: ALLAH does not accept charity from goods acquired by embezzlement as He does not accept prayer without purification.
Sunan Abu Dawud,  Book 1, Number 0059 
( Sahih)

Hadith: Har peeney wali cheez jo Nasha laye wo haraaam hai

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Hadith: Har peeney wali cheez jo Nasha laye wo haraaam hai

Aap se Sharaab aur juye (gambling) ke baarey mein puchtey hain  kah do inmein bada gunaah hai aur logon ke liye kuch faydey bhi hain  aur unka Gunaah unkey Nafaa se bahut bada hai
Al Quran, Al-Baqara, Ch. 2, Verse  219

Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam  ne farmaya Peeney ki wo har cheez jo Nasha laney wali ho wo Haram hai
Sahih Bukhari, Vol 1, No. 242
---------------------------------------------------------------------------

They ask you
  concerning alcoholic drink and gambling. Say: "In them is a great sin, and (some) benefit for men, but the sin of  them is greater than their benefit."
Al Quran, Al-Baqara, Ch. 2, Verse  219

Narrated Aisha Radi Allahu Anha The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam  said, "All drinks that produce intoxication are Haram (forbidden to drink).
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 243

Total Pageviews