Search This Blog

Category

Autoblog

Showing posts with label Ramadhan (Ramazan). Show all posts
Showing posts with label Ramadhan (Ramazan). Show all posts

Tuesday, March 18, 2025

Jo Zakat nahi deta uski Namaz bhi nahi hoti

 Bismillahirrahmanirraheem

✦ :  : Jo Zakat nahi deta uski Namaz bhi nahi hoti

-------

عَنِ ابْنِ مَسْعُودٍ - رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ - قَالَ: «أُمِرْنَا بِإِقَامِ الصَّلَاةِ وَإِيتَاءِ الزَّكَاةِ، وَمَنْ لَمْ يُزَكِّ فَلَا صَلَاةَ لَهُ

-------

✦ : Abdullah ibn Masud Radi Allahu Anhu se riwayat hai hame Namaz qayam karne aur Zakat adaa karne ka hukum diya gaya jo Shaks Zakat adaa nahi karta uski Namaz bhi nahi hoti

Al Mu'jam Al Kabir Tabarani  10095 | Majma Al-Zawa'id 4329

-------

  عبداللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں : ہمیں نماز قائم کرنے اور زکوۃ ادا کرنے کا حکم دیا گیا ، جو شخص زکوۃ ادا نہیں کرتا ، اس کی نماز بھی نہیں ہوتی ۔ 

المعجم الکبیر طبرانی 10095 | مجمع الزوائد 4329

-------

✦ : अब्दुल्लाह इब्न मसूद रदीअल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि हमें नमाज़ क़ायम करने और ज़कात अदा करने का हुक़्म दिया गया जो शख़्स ज़कात अदा नहीं करता उसकी नमाज़ भी नहीं होती।
अल-मुजम अल-कबीर तबरानी 10095 | मजमुआ अल-जवाइद 4329

-------

✦ : Abdullah ibn Mas’ud  Radi Allahu Anhu Said We have been commanded to perform Salah and to pay Zakah, so Salah will not be accepted from a person who does not pay Zakah.

 Al Mu'jam Al Kabir Tabarani  10095 | Majma Al-Zawa'id 4329


Thursday, May 6, 2021

Hadith: Shab e Qadr 27 raat hai


Bismillahirrahmanirraheem

Hadith: Shab e Qadr 27 raat hai
---------
✦: Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhu se riwayat hai ke Ek admee RasoollAllah Sallallahu Alaihi wasallam  ki khidmat mein aaya aur usne Arz kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam main budha aur beemar aadmee hu mere liye qayam karna mushkil hai lihaza Aap mere liye (in das raaton mein se ) kisi ek raat ko muqarrar kar dein shayad Allah subhanahu mujhe usmein Shab e Qadr ke sawab se nawaz de Aap Sallallahu Alahih wasallam ne farmaya Saatwee yani 27 (raat ka ehtamam karo)
Musnad Ahmed - 4047-Sahih

✦: Muawiyah bin Abu Sufyan Radi Allahu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Shab e Qadr 27 Raat hai
Sunnan e Abu Dawood-1386-Sahih
---------
 عبد اللہ بن عباس ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ  سے روایت ہے کہ ایک آدمی رسول الله صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم  کی خدمت میں آیا اوراس نے عرض کیا یا رسول الله صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم  میں بوڑھا اوربیمار آدمی ہوں، میرے لیے قیام کرنا مشکل ہے، لہذا آپ میرے لیے( آخری دس راتوں میں سے ) کسی ایک رات  کو مقرّر کر دیں، شاید اللہ تعالیٰ مجھے اس میں شب ِ قدر کے ثواب سے نواز دے۔ آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  ساتویں یعنی ستائیسویں (رات کا اہتمام کرو)
مسند احمد ٤٠٤٧ - صحیح 

رسول الله صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم نے  فرمایا شب قدر ستائیسویں رات ہے ۔ 
سنن ابو داوود ١٣٨٦-صحیح 
---------
✦: अब्दुल्लाह बिन अब्बास रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की एक आदमी रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम की खिदमत में आया और उसने अर्ज़ किया या रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम मैं बूढ़ा और बीमार आदमी हूँ , मेरे लिए क़याम करना मुश्किल है इसलिए आप मेरे लिए (इन आखरी दस रातों में से) किसी एक रात को मुक़र्रर कर दें शायद अल्लाह सुबहानहु मुझे उसमें शब ए क़द्र के सवाब से नवाज़ दे ये सुनकर आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फ़रमाया सातवी यानि 27 ( रात का एहतमाम करो) 
मसनद अहमद 4047-सही 

✦: रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया शब ए कद्र 27 वी रात है 
सुनन अबू दाउद 1386-सही 
---------
✦: Narrated by Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhu that a person came to the Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam and said I am an old and sick person so its too hard for me to perform Qayam Al Lail  (Staying in the night for the sake of Allah) , kindly single out a night for me (among the last 10 nights of Ramdan) , I hope Allah may  grant me the benifits of the Lailatul Qadr (night of destiny) in that night ,Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam Said Seventh ( It means Perform Qayam in Seventh Night which is 27 night of Ramdan) 
Musnad Ahmed - 4047-Sahih

✦: Narrated Muawiyah bin Abu Sufyan Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam Said Lailat al-qadr is the twenty-seventh night (of Ramadan) 
Sunnan e Abu Dawood-1386-Sahih



Tuesday, May 19, 2020

✦ Sehri karte waqt agar subah ki azan ho jaye to jo khana haath mein ho usko pura kha le



Bismillahirrahmanirraheem

✦  Sehri karte waqt agar subah ki azan ho jaye to jo khana haath mein ho usko pura kha le
------
✦  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi jab subah ki azan suney aur (khane peene ka)  bartan uske haath mein ho toh usay apni zarurat puri kiya bina na rakhein
Sunan Abu Dawud-Jild 2, 578-Sahih
Islam360-2350
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا تم میں سے کوئی جب صبح کی اذان سنے اور  ( کھانے پینے کا ) برتن اس کے ہاتھ میں ہو تو اسے اپنی ضرورت پوری کئے بغیر نہ رکھے ۔ 
سنن ابو داوود ، جلد ٢، ٥٧٨-صحیح 
----
रसूल-अल्लाह ﷺ ने फरमाया तुम में से जब कोई सुबह की अज़ान सुने और (खाने पीने का) बर्तन उसके हाथ में हो तो उसको अपनी जरुरत पूरी किये बगैर ना रखे 
सुनन अबू दाउद , जिल्द - 2, 578 सही  
----
✦  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said When any of you hears the morning Adhan while he has a vessel (for eating or drinking) in his hand, he should not lay it down till he fulfils his need
SunanaAbuDawood, Book 13, 2343-Sahih


✦ Mafhum e Hadith : Shab e Qadr ki raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai


Bismillahirrahmanirraheem

✦ Mafhum e Hadith : Shab e Qadr ki raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Shab e Qadr 27 ya 29 ki raat hai iss raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai
----
رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا شب ِ قدر ستائیسویں یا انتیسویں رات ہوتی ہے، اس رات زمین پر فرشتوں كی تعداد كنكریوں كی  تعداد سے زیادہ ہوتی ہے
سلسلہ صحیحہ - ٢٢٦٢ 
---
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया ने फरमाया शब ए कद्र 27 या  29 रात को होती है उस रात में ज़मीन पर फरिश्तों की तादाद कंकरीयों की तदादा से ज्यादा होती है 
अल सिलसिला सहीहा - 2262
---
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said The Night of Al-Qadr is on the 27th or the 29th [of Ramadan]. On that night, the angels on earth are more numerous than its pebbles.
Al-Silsila tus Sahiha - 2262



Sunday, May 17, 2020

Mafhum e hadith : Allah subhanahu ne is ummat ke liye Shab e Qadr ata kar di jo hazar mahino se bhi afzal hai


Bismillahirrahmanirraheem

Mafhum e hadith : Allah subhanahu ne is ummat ke liye Shab e Qadr ata kar di jo hazar mahino se bhi afzal hai
--------
✦ Jab Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ko pichli ummaton ki umrein dikhayee gayee ya us bare mein jo Allah subhanahu ne chaha dikhaya to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne apni ummat ki umar ko chota khayal farmaya ke wo kam umar ki wajah se us tarah zyada aamal na kar sakenge jis tarah dusri ummaton ke log apni lambi umar ki wajah se kar payenge toh Allah subhanahu ne Aap Sallallahu Alahih Wasallam ko Shab e Qadr ata kar di jo hazar mahino se bhi afzal hai 
Imam Malik Muwatta - Book 19, 706-Hasan
--------
 حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کو سابقہ امتوں کی عمریں دکھائی گئیں یا اس بارے میں جو اﷲ تعالیٰ نے چاہا دکھایا تو آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے اپنی امت کی عمروں کو چھوٹا خیال فرمایا کہ وہ کم عمروں کی وجہ سے اس طرح زیادہ اعمال نہ کر سکیں گے جس طرح دوسری امتوں کے لوگ اپنی لمبی عمر  کی وجہ سے کر پائیں گے تو اﷲ تعالیٰ نے آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کو شبِ قدر عطا فرما دی جو ہزار مہینوں سے بھی افضل ہے۔
امام مالک موطأ  حدیث ٧٠٦ - حسن 
--------
✦ जब रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम को पिछली उम्मतों की उमरें दिखाई गयी या उस बारे में जो अल्लाह सुबहानहु ने चाहा दिखाया तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने अपनी उम्मत की उमर को छोटा ख़याल फरमाया के वो कम उमर की वजह से उस तरह ज़्यादा आमाल ना कर सकेंगे जिस तरह दूसरी उम्मतों के लोग अपनी लंबी उमर की वजह से कर पाएँगे तो अल्लाह सुबहानहु ने आप सललाल्लाहू अलैही वसल्लम को शब ए क़द्र दी जो हज़ार महीनों से भी अफ़ज़ल है 
ईमाम मालिक मुवत्ता , हदीस 706
--------
✦  When Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  was shown the lifespans of the people (who had gone) before him, or what Allah willed of that, and it was as if the lives of the people of his community had become too short for them to be able to do as many good actions as others before them had been able to do with their long lives, so Allah gave him Laylat al- Qadr, which is better than a thousand months.
Imam Malik Muwatta - Book 19, 706




Friday, May 15, 2020

✦ Hadith : Jo shakhs shab e Qadr mein sawab hasil karne ke liye un mein qiyam kere to Allah is ke agle pichle sare gunah maaf farma dega


Bismillahirrahmanirraheem

✦  Hadith : Jo shakhs shab e Qadr mein sawab hasil karne ke liye un mein qiyam kere to Allah is ke agle pichle sare gunah maaf farma dega
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya shab e Qadr Ramazan ke mahine ke akahri ashremein hoti hai jo shakhs is ka sawab hasil karne ke liye un mein qiyam kere to Allah is ke agle pichle sare gunah maaf farma dega
Masnad Ahmed- 4022-Hasan
-----
رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا   شب قدر ماہ رمضان کے آخری عشرے میں ہوتی ہے جو شخص اس کا ثواب حاصل کرنے کے لئے ان میں قیام کرے تو اللہ اس کے اگلے پچھلے سارے گناہ معاف فرما دے گا
مسند احمد   ٤٠٢٢-حسن 
-----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया शब ए क़द्र रमज़ान के महीने के आखरी अशरे में होती है जो शख्स इस का सवाब हासिल करने के लिए उसमें कियाम करे तो अल्लाह इस के अगले पिछले सारे गुनाह माफ़ फरमा देगा
मसनद अहमद -4022-हसन 
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said The Night of Al-Qadr occurs during the last ten (nights). Whoever stands for them (in prayer) seeking their reward, then indeed Allah will forgive his previous sins and his latter sins.
Masnad Ahmed- 4022-Hasan

Thursday, May 14, 2020

✦ Hadith : Ramadan ke din aur raat mein har Muslman ki dua qubul ki jati hai



Bismillahirrahmanirraheem

✦ Hadith : Ramadan ke din aur raat mein har Muslman ki dua qubul ki jati hai
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Ramadan mein Allah subhanahu  har din aur raat mein dozakh se logo ko azad karta hai aur har muslman ki din aur raat mein dua qubul ki jati hai 
Musnad Ahhmad - 7450-Sahih
------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اللہ سبحانه مضان کے ہر دن اور رات  میں جہنم سے لوگوں کو آزاد کرتا  ہے اور  (اس میں )ہر مسلمان کی دن اور رات میں دعا قبول کی جاتی ہے 
مسند احمد - ٧٤٥٠ - صحیح 
------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया अल्लाह सुबहानहु रमज़ान के हर दिन और रात में जहन्नम से लोगों को आज़ाद करता है और (उसमें) हर मुसलमान की दिन और रात में दुआ कुबूल की जाती है
मसनद अहमद - 7450 - सही  
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Indeed, Allah sets free the poeple from the hell in every day and night of Ramadan and  Every Muslims being responded of their supplication in the day or night (of Ramdan)
Musnad Ahhmad - 7450-Sahih




Tuesday, May 12, 2020

Mafhum e Hadith : Iftari se pehle roza iftar karne walo ke liye sakht saza




Bismillahirrahmanirraheem

Mafhum e Hadith : Iftari se pehle roza iftar karne walo ke liye sakht saza
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya main soya hua tha mere paas do shaks aaye aur mere bazu pakad kar mujhe sakht aur dushwar guzar pahad ke paas laye aur kahne lage iss par chadhiye main ne unhein kaha ke mujh mein iss par chadhne ki taqat nahi wo dono kahne lage hum aap ke liye asan kar denge toh main us pahad par chadh gaya jab upar pahuncha to waha Shadeed qism ki awazein aarehi thi main ne kaha ye awazein kaise hain wo kahne lage ye dozakhiyon ki aah pukar hai phir wo mujhe aage le gaye jaha par kuch log pairon ke bal ulte latak rahe they aur unke dono jabde kate huye they aur unke jabdo se khoon beh raha tha maine kaha ye kaun log hain wo kahne lage ye wo log hain jo iftari ke waqt se pahle hi apne roze iftar kar liya karte they
Sahih Ibn Hibban 7491 - Sahih
Ibn Khuzaymah 1986 - Sahih
----
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا میں سویا ہوا تھا کہ میرے پاس دوشخص آئے اورمیرے بازو پکڑ کرمجھے سخت اوردشوار گزارپہاڑ کے پاس لائے اورکہنے لگے : اس پر چڑھیے ، میں نے انہیں کہا کہ مجھ میں اس پر چڑھنے کی طاقت نہیں ، وہ دونوں کہنے لگے ہم آپ کے لیے اسے آسان کردیں گے ، تومیں اس پہاڑ پر چڑھ گیا جب اوپر پہنچا تووہاں شدید قسم کی آوازیں آرہی تھیں ، میں نے کہا یہ آوازيں کیسی ہیں ؟وہ کہنے لگے : یہ جہنمیوں کی آہ بکا ہے ، پھر وہ مجھے آگے لے گئے جہاں پر کچھ لوگ  پیروں کے بل لٹک رہے تھے اوران کے جبڑھے کٹے ہوئے تھے  ، اوران کی جبڑوں سے خون بہہ رہا تھا ، میں نے کہا یہ لوگ کون ہیں ؟ وہ کہنے لگے : یہ وہ لوگ ہیں جو افطاری  کے وقت سے پہلے ہی اپنے روزے افطار کرلیا کرتے تھے 
ابن ہببان ، ٧٤٩١-صحیح 
ابن خزیمہ ١٩٨٦-صحیح 
----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मैं सोया हुआ था मेरे पास दो शख्स आए और मेरे बाज़ू पकड़ कर मुझे सख़्त और दुश्वार गुज़ार पहाड़ के पास लाए और कहने लगे इस पर चढ़िए मैं ने उन्हें कहा के मुझ में इस  पर चढ़ने की ताक़त नही वो दोनों कहने लगे हम आप के लिए आसान कर देंगे तो मैं उस पहाड़ पर चढ़ गया जब उपर पहुँचा तो वहां शदीद क़िस्म की आवाज़ें आ रही थी मैं ने कहा ये आवाज़ें कैसी हैं वो कहने लगे ये दोज़ख़ियों की आहो पुकार है फिर वो मुझे आगे ले गये जहा पर कुछ लोग पैरों के बल उल्टे लटक रहे थे और उनके दोनो जबड़े कटे हुए थे और उनके जबड़ो से खून बह रहा था मैने कहा ये कौन लोग हैं वो कहने लगे ये वो लोग हैं जो इफ्तारी के वक़्त से पहले ही अपने रोज़े इफ्तार कर लिया करते थे
सही इब्न हिबबन 7491 - सही
इब्न खुज़ेयमः 1986 - सही
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said While I was sleeping two men came to me and took my by the arm and brought me to a cragged mountain. They said, Climb up. I said, I cannot. They said, We will make it easy for you So I climbed up until I was at the top of the mountain. Then I heard loud voices. I said, What are these voices? They said, This is the howling of the people of Hell. Then I was taken until I saw people hanging by their hamstrings (or legs) , with the sides of their mouths torn and blood pouring from their mouths. I said, Who are these? He said, ‘These are people who broke their fast before it was time.
Sahih Ibn Hibban 7491 - Sahih
Ibn Khuzaymah 1986 - Sahih

Sunday, June 9, 2019

Shab-e-Qadr mein Ibadat karne ki fazilat


Bismillahirahmanirrahim

✦ Shab-e-Qadr mein Ibadat karne ki fazilat
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya  jo shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ibadat mein guzare to uske pichle gunah bakhsh diye jate hain
Sahi Bukhari, 35
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، جو شخص شب قدر ایمان کے ساتھ محض ثواب آخرت کے لیے ذکر و عبادت میں گزارے ، اس کے گزشتہ گناہ بخش دئیے جاتے ہیں
صحیح بخاری، ٣٥ 
-----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जो शख्स शब-ए-कद्र इमान के साथ और सिर्फ आखिरत के सवाब के लिए ज़िक्र और इबादत में गुज़ारे तो उस के पिछले गुनाह बख्श दिए जाते हैं 
सही बुखारी, 35
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whoever establishes the prayers on the night of Qadr out of sincere faith and hoping to attain Allah's rewards (not to show off) then all his past sins will be forgiven.
Sahi Bukhari, Book 2, 35

✦ Mafhum-e-hadith: Haiz mein Aurton ke jo roze Qaza hote hain usey baad mein rakhne chahiye


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Mafhum-e-hadith: Haiz mein Aurton ke jo roze Qaza hote hain usey baad mein rakhne chahiye
------
✦ Umm Aayesha radi-allahu-anha se rivayat hai ki Humein (Ramadan mein) Nabee Sallallhu-Alaihi-Wasallam ke zamane mein haiz aata to Aap Sallallahu alaihi wasallam hamein (baad mein) Qaza Roze rakhne ka hukm dete 
Sunan Ibn Majah, Jild 1, 1670-Hasan
------
ام عائشہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کی ہمیں ( رمضان میں ) رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم كے زمانے میںحیض آتا  تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم ہمیں ( بعد میں ) قضا روزہ رکھنے کا حکم دیتے
سنن اِبْن ماجہ ، جلد ١ حدیث ١٦٧٠ حسن 
------
✦ उम्म आएशा रदी-अल्लाहू-अन्हा से रिवायत है की हमें (रमजान में ) नबी सललल्लाहु अलैही वसल्लम के ज़माने में हैज़ आता तो आप सललल्लाहु अलैही वसल्लम हमें (बाद में) क़ज़ा रोज़े रखने का हुक्म देते 
सुनन इब्न माजा,जिल्द 1, 1670-हसन
------
✦ Narrated by Umm Aisha Radi Allahu Anhu We used to menstruate (in ramadan) at the time of the Prophet Peace be upon him and he would order us to make up for the missed (Qadha) fasts.
Sunan Ibn Majah,Book 7,1670-Hasan

Mafhum-e-Hadith: Ramazan ke roze ke baad 6 (rozey) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Mafhum-e-Hadith: Ramazan ke roze ke baad 6 (rozey) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga
-----------
✦ Abu Ayyub al-Ansari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo ramdan ke rozey rakhey aur uskey baad 6 (roze) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga 
Sahih Muslim, Jild  3, 2758

✦ Soban Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo Eid ul Fitar ke baad 6 din roza rakhe to usko purey sal roza rakhne ka sawab milega, jo ek neki laayega usko iska 10 guna ajar milega
Sunan Ibn Majah, Jild 1 , 1715-Sahih

✦ Note : Ulma kahte hain ki agar koi eid ke foran baad na rakh saka ho to pure shawwal mahine mein kabhi bhi ek ek karke ya ek hi saath ye 6 rozey rakhe ja sakte hain
-----------
ابو ایوب رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو رمضان كے روزے رکھے اور اس کے بعد 6 ( روزے ) شوال كے بھی رکھے تو اس کو ہمیشہ كے روزو کا ثواب ہو گا 
صحیح مسلم ، جلد 3 ، 2758

ثوبان رضی الله انہو سے روایت ہے کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو عید الفطر كے بعد ٦ دن روزہ رکھے تو اس کو سارے سال روزہ رکھنے کا ثواب ملے گا جو اک نیکی لائیگا /اس کو اس کا ١٠ گنا اجر ملے گا 
سنن ابن ماجہ ، جلد ١ حدیث ١٧١٥ - صحیح 
-----------
✦ अबू अय्यूब अल-अंसारी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो रमज़ान के रोज़ रखे और उसके बाद 6 ( रोज़े ) शव्वाल के भी रखे तो उसको हमेशा के रोज़ो का सवाब होगा 
सही मुस्लिम, जिल्द 3, 2758

✦ सोबान रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम ने फरमाया जो ईद उल फितर के बाद 6 दिन रोज़ा रखे तो उसको पूरे साल रोज़ा रखने का सवाब मिलेगा, जो एक नेकी लाएगा उसको इसका 10 गुना अजर मिलेगा
सुनन इब्न माजा , जिल्द 1 , 1715- सही

✦ नोट : उलमा कहते हैं की अगर कोई ईद के फॉरन बाद ये 6 रोज़े ना रख सके तो पूरे शव्वाल महीने में कभी भी एक एक करके या एक ही साथ ये 6 रोज़े  रखे जा सकते हैं
-----------
✦ Abu Ayyub al-Ansari Radi Allahu Anhu reported that prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: He who observed the fast of Ramadan and then followed it with six (fasts) of Shawwal. it would be as if he fasted perpetually.
Sahih Muslim, Book 6,  2614

✦ It was narrated from Thawban radi allahu anhu that the Messenger of Allah peace be upon him said: Whoever fasts six days after the (Eid) Fitr will have completed the year, for whoever does a good deed will have the reward of ten like it.
Sunan Ibn Majah, Book 7,  1715-Sahih

✦ Note : According scholars It is permitted to fast these six days separately throughout the month, or consecutively, after Eid al-Fitr. 

Sunday, May 26, 2019

Hadith : Rozedar jab apne RABB se mulaqat karega to apne Roze ka sawab pakar khush ho jayega



Bismillahirahmanirrahim

✦ Hadith : Rozedar jab apne RABB se mulaqat karega to apne Roze ka sawab pakar khush ho jayega
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Rozedar ke liye do khushiya hasil hongi (ek to jab) wo iftar karta hai to khush hota hai aur (dusra) jab wo apne Rabb se mulaqat karega to apne Roze ka sawab pakar khush hoga
Sahih Bukhari, 1904
----
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا روزہ دار کو دو خوشیاں حاصل ہوں گی ( ایک تو جب ) وہ افطا رکرتا ہے تو خوش ہوتا ہے اور ( دوسرے ) جب وہ اپنے رب سے ملاقات کرے گا تو اپنے روزے کا ثواب پاکر خوش ہو  جائے گا ۔
صحیح  بخاری ، ١٩٠٤ 
----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया रोज़ेदार को दो खुशिया हासिल होंगी (एक तो जब) वो इफ्तार करता है तो खुश होता है और (दूसरा) जब वो अपने रब से मुलाक़ात करेगा तो अपने रोज़े का सवाब पाकर खुश हो जायेगा 
सही बुखारी , 1904
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said There are two pleasures for the fasting person, one at the time of breaking his fast, and the other at the time when he will meet his Lord; then he will be pleased because of his fasting."
Sahih Bukhari,Book 31, Hadith 128

Ramadhan ke Aakhir ke 10 din mein zyada ibadat kiya karo kyunki...


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Ramadhan ke Aakhir ke 10 din mein zyada ibadat kiya karo kyunki...
-----------
✦  Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Jab (Ramazan ka) Aakhri ashra aata to  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam apna tehband 
mazboot baandh ( yani ibadat ke liyeapni kamar kas letey) aur 
un raaton mein Aap ﷺ khud bhi jagte aur apne ghar walon ko bhi 
jagaya karte they
Sahih Bukhari , Vol 3, 2024
-----------
 جب ( رمضان کا ) آخری عشرہ آتا تو  رسول الله  صلی اللہ علیہ وسلم اپنا تہبند مضبوط باندھتے ( یعنی اپنی کمر  عبادت کے لئے پوری طرح کس لیتے ) اور ان راتوں میں آپ خود بھی جاگتے اور اپنے گھر والوں کو بھی جگایا کرتے تھے
صحیح بخاری جلد ٣ حدیث ٢٠٢٤
-----------
✦ जब रमज़ान का आखरी अशरा आता तो  रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम अपना तहबंध मजबूत बाँध लेते (यानि इबादत के लिए कमर कस लेते)  और उन रातों में आप खुद भी जागते और अपने घरवालों को भी जगाते
सही बुखारी, जिल्द 3, हदीस 2024
-----------
✦  Narrated Aisha Radi Allahu Anha With the start of the last ten days of Ramadan, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  used to tighten his waist belt (i.e. work hard) and used to pray all the night, and used to keep his family awake for the prayers
Sahih Bukhari, Book 32, 241

Al Quran : Shab-e-Qadr Hazar mahino se behtar hai



Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : Beshak humne is (Quran) ko Shab--e-Qadr mein nazil kiya hai, Aur Aapko kya Malum ki Shab-e-Qadr Kya hai, Shab-e-Qadr Hazar mahino se behtar hai ismein farishte aur rooh nazeel hote hain, Apne Rab ke hukm se har kaam par,  wo subah Roshan hone tak salamati ki raat hai
Al Quran: Surah Al-Qadr (97)
---------------------

بے شک ہم نے اس (قرآن) کو شب قدر میں  نازل  کیا  ہے 
 اور آپ کو کیا معلوم کہ شب قدر کیا ہے         شب قدر ہزار مہینوں سے بہتر ہے  
 اس میں فرشتے اور روح نازل ہوتے ہیں اپنے رب کے حکم سے ہر کام پر  
 وہ صبح روشن ہونے تک سلامتی کی رات ہے
القرآن  سوره القدر  (97)
---------------------

अल क़ुरान : बेशक़ हमने इस (क़ुरान) को शब-ए-क़द्र में नज़िल किया है, और आपको क्या मालूम की शब-ए-क़द्र क्या है, शब-ए-क़द्र हज़ार महीनो से बेहतर है इसमें फरिश्ते और रूह नाज़िल होते हैं अपने रब के हुक्म से हर काम पर,  वो सुबह रोशन होने तक सलामती की रात है
अल क़ुरान: सुराह अल-क़द्र (97)
------------------
Al Quran : We have indeed revealed this (Quraan) in the Night of Power,  And what will explain to thee what the night of power is? ,  The Night of Power is better than a thousand months,   Therein come down the angels and the Spirit , by Allah’s permission, on every errand, Peace!...This until the rise of morn!

Al Quran: Surah Al-Qadr (97)

Hadith: Shab-e-Qadr ko Ramazan ki Aakhri Ashre ki Taaq (21, 23, 25, 27, 29) raaton mein talaash karo



Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith: Shab-e-Qadr ko Ramazan ki Aakhri Ashre ki Taaq (21, 23, 25, 27, 29) raaton mein talaash karo
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu  Alaihi  wasallam  ne farmaya Shab-e-Qadr ko Ramazan ki  Aakhri Ashre ki Taaq (21, 23, 25, 27, 29) raaton mein talaash karo
Sahih Bukhari, Jild 3, 2017
-------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، شب قدر کورمضان کے آخری عشرہ کی طاق راتوں   (یعنی ٢١ ، ٢٣ ، ٢٥ ، ٢٧ ، ٢٩ ) میں تلاش کرو 
صحیح بخاری جلد ٣ ، حدیث ٢٠١٧
-------
✦ रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू  अलैही  वसल्लम ने फरमाया शब-ए-क़द्र को रमज़ान की  आखरी अशरे की ताक़ (21, 23, 25, 27, 29) रातों में तलाश करो
सही बुखारी, जिल्द 3, 2017
-------
✦  Rasool-Allah Sallallahu  Alaihi  wasallam  said, Search for the Night of Qadr in the odd nights (21, 23, 25, 27, 29) of the last ten days of Ramadan." 
Sahih Bukhari, Book 32, 234

Wednesday, May 22, 2019

Hadith : Rozedar jab apne RABB se mulaqat karega to apne Roze ka sawab pakar khush ho jayega

*Bismillahirahmanirrahim*

✦ Hadith : Rozedar jab apne RABB se mulaqat karega to apne Roze ka sawab pakar khush ho jayega
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Rozedar ke liye do khushiya hasil hongi (ek to jab) wo iftar karta hai to khush hota hai aur (dusra) jab wo apne Rabb se mulaqat karega to apne Roze ka sawab pakar khush hoga
Sahih Bukhari, 1904
----
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا روزہ دار کو دو خوشیاں حاصل ہوں گی ( ایک تو جب ) وہ افطا رکرتا ہے تو خوش ہوتا ہے اور ( دوسرے ) جب وہ اپنے رب سے ملاقات کرے گا تو اپنے روزے کا ثواب پاکر خوش ہو  جائے گا ۔
صحیح  بخاری ، ١٩٠٤ 
----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया रोज़ेदार को दो खुशिया हासिल होंगी (एक तो जब) वो इफ्तार करता है तो खुश होता है और (दूसरा) जब वो अपने रब से मुलाक़ात करेगा तो अपने रोज़े का सवाब पाकर खुश हो जायेगा 
सही बुखारी , 1904
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said There are two pleasures for the fasting person, one at the time of breaking his fast, and the other at the time when he will meet his Lord; then he will be pleased because of his fasting."
Sahih Bukhari,Book 31, Hadith 128

Hadith: iftar ke waqt rozedar ki dua radd nahi hoti


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith: iftar ke waqt rozedar ki dua radd nahi hoti
----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya iftar ke waqt rozedar ki dua radd nahi hoti
Sunan ibn Majah, Jild 1, 1753-Hasan
----------
رسول الله  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا افطار كے وقت روزہ دار کی دعا رد نہیں ہوتی
سنن ابن ماجہ جلد ١  حدیث ١٧٥٣ - حسن
----------
✦ रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम ने फ़रमाया इफ़्तार के वक़्त रोजेदार की दुआ रद्द नहीं होती
सुनन इब्न माजा, जिल्द 1, हदीस 1753 - हसन
----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said When the fasting person breaks his fast, his supplication is not turned back.”
Sunan ibn Majah, Book 7, 1753-Hasan

Iftar ki dawat dene walo ke liye Dua




Bismillahirrahmanirrahim

✦ Iftar ki dawat dene walo ke liye Dua
-------------------------------
✦ Abdullah bin Zubair Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne Muadh Radi-Allahu-Anhu ke wahan roza iftar kiya to (unko ye) dua di ki

أَفْطَرَ عِنْدَكُمُ الصَّائِمُونَ وَأَكَلَ طَعَامَكُمُ الأَبْرَارُ وَصَلَّتْ عَلَيْكُمُ الْمَلاَئِكَةُ
Aftara ‘indakumus-saimun, wa akala ta’amakumul-abrar, wa sallat ‘alaikumul- mala’ikah
(Rozedar tumhare yahan iftar kare, Neik log tumhara khana khaye aur farishte tumhare liye dua kare)
Sunan Ibn Majah, Jild 1, 1747-Sahih
-------------
عبداللہ بن زبیر رضی الله انہو سے روایت ہے کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے معاذ رضی الله انہو کے وہاں کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے افطار کیا توتو ( ان کو یہ ) دعا دی کی

أَفْطَرَ عِنْدَكُمُ الصَّائِمُونَ وَأَكَلَ طَعَامَكُمُ الأَبْرَارُ وَصَلَّتْ عَلَیْكُمُ الْمَلاَئِكَةُ
( روزہ دار تمھارے یہاں افطار کرے ، نیک لوگ تمہارا كھانا کھائے اور فرشتے تمھارے لیے دعا کرے )
سنن ابن ماجہ ، جلد ١ حدیث ١٧٤٧ صحیح
---------------------
✦ अब्दुल्लाह बिन ज़ुबैर रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम ने मुआज़ रदी-अल्लाहू-अन्हु के वहाँ रोज़ा इफ़्तार किया तो (उनको ये) दुआ दी की

أَفْطَرَ عِنْدَكُمُ الصَّائِمُونَ وَأَكَلَ طَعَامَكُمُ الأَبْرَارُ وَصَلَّتْ عَلَيْكُمُ الْمَلاَئِكَةُ
(रोज़ेदर तुम्हारे यहाँ इफ़्तार करे, नेक लोग तुम्हारा खाना खाए और फरिश्ते तुम्हारे लिए दुआ करे)
सुनन इब्न माजा , जिल्द 1 , 1747- सही
-------------------
✦ It was narrated that Abdullah bin Zubair Radi-Allahu-Anhu said: The Messenger of Allah Sallallahu-Alaihi Wasallam broke his fast with Sa’d bin Mu’adh Radi-Allahu-Anhu and said: 

أَفْطَرَ عِنْدَكُمُ الصَّائِمُونَ وَأَكَلَ طَعَامَكُمُ الأَبْرَارُ وَصَلَّتْ عَلَیْكُمُ الْمَلاَئِكَةُ
‘Aftara ‘indakumus-saimun, wa akala ta’amakumul-abrar, wa sallat ‘alaikumul- mala’ikah (May fasting people break their fast with you, may the righteous eat your food, and may the angels send blessing upon you).”
Sunan Ibn Majah, Jild 1 , 1747-Sahih

Hadith : Jo kisi Rozedar ka roza iftar karaye to usko bhi uske barabar sawab milega


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith : Jo kisi Rozedar ka roza iftar karaye to usko bhi uske barabar sawab milega
-----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Jo kisi Rozedar ka roza iftar karaye to usko bhi uske barabar sawab milega aur rozedar ke sawab mein kami bhi nahi hogi
Sunan Ibn Majah, Jild 1, 1746-Sahih
----------- رسول الله صل وسلم عل نے فرمایا جو کسی کا روزہ افطار کرائے تو اس کو بھی اس (روزدار) کے برابر ثواب ملے گا اور روزدار كے ثواب میں کمی بھی نہیں ہوگی
سنن اِبْن ماجہ ، جلد ١ حدیث ١٧٤٦ صحیح
----------
✦ रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम ने फ़रमाया जो किसी रोज़ेदार का रोज़ा इफ़्तार कराए तो उसको भी उसके बराबर सवाब मिलेगा और रोज़ेदार के सवाब में कमी भी नही होगी
सुनन इब्न माजा, जिल्द 1 , हदीस 1746-सही
----------
✦ RasoolAllah  Sallallahu-Alaihi-Wasallam said Whoever gives food to a fasting person with which to break his fast, will have a reward equal to his, without it detracting in the slightest from the reward of the fasting person.
Sunan Ibn Majah, Book 7, 1746-Sahih

Mafhum-e-Hadith: Rozedar fahash (buri) aur jahalat ki batein na kare aur na jhooth bole



Bismillahirrahmanirrahim

✦ Mafhum-e-Hadith: Rozedar fahash (buri) aur jahalat ki batein na kare aur na jhooth bole
--------------
✦ Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya agar koi shakhs (roza rakhkar bhi) jhoot bolna aur dagabazi karna na chorhe to Allah subhanahu ko uski koi jarurat nahi ki wo apna khana peena chorh de 
Sahih Bukhari, Vol 3, 1903
--------------
✦  रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अगर कोई शख्स (रोज़ा रखकर भी) झूठ बोलना और दगाबाज़ी करना ना छोड़े तो अल्लाह सुबहानहु को उसकी कोई ज़रूरत नही की वो अपना खाना पीना छोड़ दे
सही बुखारी, जिल्द 3, 1903
--------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، اگر کوئی شخص جھوٹ بولنا اور دغا بازی کرنا ( روزے رکھ کر بھی ) نہ چھوڑے تو اللہ تعالیٰ کو اس کی کوئی ضرورت نہیں کہ وہ اپنا کھانا پینا چھوڑ دے۔
صحیح بخاری جلد ٣ ، ١٩٠٣  
-----------------
✦ Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam said, "Whoever does not give up forged speech and evil actions, Allah is not in need of his leaving his food and drink (i.e. Allah will not accept his fasting.)" 
Sahih Bukhari, Book 31, Number 127:

Total Pageviews