Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Raastey se kaanteydar daal hataney par maghfirat kar di gayi - SubhanAllah
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ek shaksh raastey par chal raha tha ki usney wahan par kaantedaar dali dekhi usney usey hata diya to allah taala ne uska ye amal Qubul kiya aur uski maghfirat kar di.
Sahih Bukhari, Vol 3, 2472
-------------------------------------
English Translation :
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu :Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "While a man was on the way, he found a thorny branch of a tree there on the way and removed it. Allah thanked him for that deed and forgave him."
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 43, No. 652: