Bismillah
irrahman nirrahim
Al Quran : Tumhare
pass tum hi mein se Ek Rasool (Muhammad Sallallahu alalihi wasallam) aaye hain
tumhari takleef unko giraah (yani apni)
malum hoti hai , aur tumhari bhalaii ke khwahish mand hai aur momeeno
par nihayat shafqat karney waley (aur) Meharbaan hain.
Al Quran, Surah At-Taubah Ch#9, Verse # 128
Hadith: Aisha Radi Allahu Anha bayan karti hain ki Allah ki kasam Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kabhi apney zaati Muaamley mein kisi se badla nahi liya, haan magar jab Allah ki hurmaton ko toda jata to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Allah subhanahu ke liye badla letey they
Sahih Bukhari, Vol 8, 6786

---------------------------------------------
English
Translation:
Verily, there has come unto you a Messenger (Muhammad
peace be upon him)
from amongst
yourselves . It grieves him that you should receive any
injury or difficulty. He (Muhammad peace be upon him)
is anxious over you
for the believers (He peace be upon him is) full of
pity, kind, and merciful.
Al Quran, Surah At-Taubah Ch#9, Verse # 128
Hadith: Narrated Aisha Radi Allahu Anha : By Allah, he Sallallahu Alaihi Wasallam never took revenge for himself concerning any matter that was presented to him, but when Limits of Allah were transgressed, he Sallallahu Alaihi Wasallam would take revenge for the Sake of Allah.
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 81, Number 777