Search This Blog

Category

Autoblog

Wednesday, December 25, 2019

✦ Hadith : jo shaksh mar jaye aur usko is baat par yakeen ho ki Allah ke siwa koi bhi ibadat ke layaq nahi to wo jannat mein jayega

Bismillahirrhamanirraheem

✦  Hadith : jo shaksh mar jaye aur usko is baat par yakeen ho ki Allah ke siwa koi bhi ibadat ke layaq nahi to wo jannat mein jayega
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya apne beemaro ko jo maut ke kareeb ho usko La ilaha ilALlah padhne ki talqeen karo
Sahih Muslim, Jild 2,2123
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh mar jaye aur usko is baat par yakeen ho ki Allah ke siwa koi bhi ibadat ke layaq nahi to wo jannat mein jayega
Sahih Muslim, Jild 1, 136
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا    اپنے بیماروں کو جو موت کے قریب ہوں ان کو اَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّه پڑھنے کی تلقین کرو 
صحیح مسلم  ، جلد ٢  -٢١٢٣ 

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا   جو شخص مر جائے اور اس کو اس بات کا یقین ہو کی الله کے سوا کوئی بھی عبادت کے لایق نہیں تو وو جنّت میں جائے گا 
صحیح مسلم  ، جلد ١ -١٣٦ 
----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अपने बीमारों को जो मौत के करीब हो उसको ला ईलाहा ईलअल्लाह पढ़ने की तलक़ीन करो
सही मुस्लिम, जिल्द 2,2123

✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स मर जाए और उसको इस बात पर यकीन हो की अल्लाह के सिवा कोई भी इबादत के लायक़ नही तो वो जन्नत में जाएगा
सही मुस्लिम, जिल्द 1, 136
----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said encourage to recite La ilaha illAllah to those of you who are dying.
Sahih Muslim, Book 4, 1996

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said the one who died with the believe (fully well) that (La ilaha illAllah) there is no god except Allah (he will) entered Paradise
Sahih Muslim, Book 1, 39
-----



Total Pageviews