Search This Blog

Category

Autoblog

Sunday, October 11, 2020

Hadith : Jo buri maut se bachna chahta hai to wo Allah Subhanahu se darey aur Sila rehmi kare



 *Bismillahirahmanirraheem*

 ✦: *Hadith : Jo buri maut se bachna chahta hai to wo Allah Subhanahu se darey aur Sila rehmi kare*
-----
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis ko yeh baat achi lagti hai ke is ki Umar lambi kar di jaye aur is ke rizq mein ezafa kar diya jaye aur buri maut ko is se dur kar diya jaye to woh Allah Subhanahu se darey aur sila rahmi kare*
*Musnad Ahmed-9049 | Sahih*

-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا جس کو یہ بات اچھی لگتی ہے کہ اس کی عمر لمبی کر دی جائے اور اس کے رزق میں اضافہ کر دیا جائے اور بری موت کو اس سے دور کر دیا جائے تو وہ اللہ تعالیٰ سے ڈرے اور صلہ رحمی کرے۔

مسند احمد ٩٠٤٩-صحیح
----
✦: रसूलल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस को ये बात अच्छी लगे की उसकी उम्र लम्बी कर दी जाए और उसके रिजक़ में ईज़ाफा कर दिया जाए और बुरी मौत को उस से दूर कर दिया जाए तो वो अल्लाह सुबहानहु से डरे और सिला रहमी करे
मसनद अहमद-90949 सही

----
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Who ever is pleased that  that his lease of life be pro longed and he be granted more wealth and to be safe from evil death then he should fear Allah and keep good relations with his blood relations
*Musnad Ahmed-9049 | Sahih*


Total Pageviews