Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, March 9, 2021

✦: Hadith : Parhez karna Taqdeer ke muqable mein koi fayda nahi deta (yani jo likha hota hai wo ho kar rahta hai) --------

Bismillahirrahmanirraheem

✦: Hadith : Parhez karna Taqdeer ke muqable mein koi fayda nahi deta  (yani jo likha hota hai wo ho kar rahta hai)
--------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Parhez karna Taqdeer ke muqable mein koi fayda nahi deta (yani jo likha hota hai wo ho kar rahta hai) aur dua nazil shuda aur baad mein nazil hone wali tamam museebaton mein nafa dene wali cheez hai aur beshak museebat nazil hoti hai to uska dua ke sath wasta padta hai to wo dono museebat aur dua qayamat ke din tak ladte rehte hai ( Yani Dua us museebat ko uske upar aane se rokti hai jo us se bachne ki dua mangta rahta hai)
Saheeh al-Jaami  7739 - Hasan
-------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا پرہیز کرنا تقدیر کے مُقابلے میں کوئی فائدہ نہیں دیتا (یعنی جو لکھا ہوتا ہے وہ بہر حال ہوکر رہتا ہے) اور دعاء نازل شدہ اورآئندہ نازل ہونے والی تمام مصیبتوں میں نفع دینے والی چیز ہے ، اور بےشک مصیبت (دعاء کرنے والے پر)نازل ہوتی ہے تو اُس کا دعاء کے ساتھ واسطہ پڑتا ہے ، پس وہ دونوں (مصیبت اور دعاء)قیامت کے دن تک لڑتے رہتے ہیں ۔
صحیح الجامہ ٧٧٣٩ - حسن
-------
✦: रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया परहेज़ करना तक़दीर के मुकाबले में कोई फ़ायदा नहीं देता (यानि जो लिखा होता है वो होकर रहता है) और दुआ नाजिल शुदा और आईंदा नाजिल होने वाली तमाम मुसीबतों में फायदा देने वाली चीज़ है और बेशक मुसीबत नाजिल होती है तो उसका दुआ के साथ वास्ता पढ़ता है तो वो दोनों मुसीबत और दुआ क़यामत के दिन तक लड़ते रहते हैं ( यानि दुआ उस मुसीबत को उसके ऊपर आने से रोकती है जो उस से बचने की दुआ मांगता रहता है )
सही अल जामे  7739 -हसन
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Said: No precaution can protect against the decree of Allaah (Whatever is going to happen it must happen). Duaa  is beneficial with regard to what has been decreed and what has not been decreed. The Dua meets the calamity that has been decreed and keep fighting with it, until the Day of Resurrection
Saheeh Al-Jaami  7739 - Hasan

Total Pageviews