Search This Blog

Category

Autoblog

Thursday, July 1, 2021

Hadith : Kisi Momeen ko khushi pauhchana ya uska qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

 
*Bismillahirrahmanirraheem*

✦: *Hadith : Kisi Momeen ko khushi pauhchana ya uska qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain*
----------
✦:Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao
As-Silsila -As-sahiha 3651

-------------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے سوال كیا گیا کہ كون سا عمل افضل ہے؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا كہ: تم اپنے مومن بھائی كو خوشی پہنچاؤ  یا اس كا قرض ادا كرو یا اسے كھانا كھلاؤ
صلصلہ- اس- صحیحہ ۳۶۵۱

-------------
✦: रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसल्लम से सवाल किया की कौनसा अमल अफजल है? आप सल-अल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम अपने मोमिन भाई को खुशी पहुंचाओ या उसका कर्ज अदा करो या उसे खाना खिलाओ
अस-सिलसिला -अस-सहीहा 3651
---------------
✦: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food
As Silsila As Sahiha 3651


Total Pageviews