Bismillahirrahmanirraheem
✦: Hadith : Jiski Niyat Qarz Ada karne ki ho usko Allah ki taraf se Madad mil jati hai
------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya jis Shaks par Qarz ho aur wo ada karne ki Niyat rakhta ho to uske sath Allah Subhanahu ki taraf se madad ho jati hai aur Allah subhanahu uske liye rizq ka Zariya bana deta hai
------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس شخص پر قرض ہو اور وہ ادا كرنے كی نیت ركھتا ہو تو اس كےساتھ اللہ كی طرف سے مدد ہو جاتی ہے اور اللہ تعالیٰ اس كے لئے رزق كا ذریعہ بنا دیتا ہے
------
✦: रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया जिस शख्स पर कर्ज हो और वो अदा करने की नीयत रखता हो तो उसके साथ अल्लाह की तरफ से मदद हो जाती है और अल्लाह उसके लिए रिज़्क़ का ज़रिया बना देता है
------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam Said Any person who has debt and he has intention to pay it , he will be helped by Allah Subhanahu and Allah will make the way of sustenance for him
Al-Silsila-tus-Sahiha - 1294