Bismillahirrahmanirraheem
*قَالَ رسول اللّه ﷺ إِذَا نُودِي بِالصَّلَاة فُتِحَتْ أَبْوَابُ السَّمَاءِ وَاسْتُجِيبَ الدُّعَاءُ*
✦ : Hadith : Jab Namaz ke liye pukara jata hai to aasmaan ke darwaze khol diye jate hain aur Dua qubool ki jaati hai
--------
✦ : Rasool-Allah SalAllahu alaihi wasallam ne farmaya jab Namaz ke liye pukara jata hai to aasmaan ke darwaze khol diye jate hain aur Dua qubool ki jaati hai
Al Silsila tus Sahiha : 531- Sahih
--------
رسول اللہ ﷺ نے فرمایا جب نمازكے لئے پكارا جاتا ہے تو آسمان كے دروازے كھول دیئے جاتے ہیں اور دعا قبول كی جاتی ہے
سلسلہ الصحیحہ - ۵۳۱-صحیح
--------
✦ : रसूल अल्लाह सलल्लाहु अलैहि वसल्लाम ने फ़रमाया जब नमाज़ के लिए पुकारा जाता है तो आसमान के दरवाज़े खोल दिए जाते है और दुआ क़ुबूल की जाती है
सिलसिला सहीहा- 531-सहीह
--------
✦ : The Messenger of Allah SalAllahu alaihi wasallam said When the call to prayer is made, the gates of heaven are opened, and the Supplication is accepted.
Al Silsila tus Sahiha : 531- Sahih