Search This Blog

Category

Autoblog

Thursday, November 17, 2022

Hadith : Juma ke din logon ki gardaney na phalaango warna Allah Subhanhu tumhe unke liye pul bana denge

  *Bismillahirrahmanirraheem*

*✦ : Hadith : Juma ke din logon ki gardaney na phalaango warna Allah Subhanhu tumhe unke liye pul bana denge*

---------

*قَالَ رَسُولُ اللّهِ  صلی اللہ علیہ وسلم  لا تَخُطَّ رِقَابَ النَّاسِ يَوْمَ الْجُمُعَةِ  فَيَجعَلُكَ اللهُ لَهم جِسْرًا يَّومَ الْقِيَامَة*

---------

✦:  RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Juma ke din logon ki gardaney na phalaango (log jab Masjid mein baithe ho to unke beech se na jao) warna Qayamat ke din Allah Subhanahu tumhein unke liye pul bana denge

Al Silsila tus Sahiha-437-Sahih


Note : Aksar dekha gaya hai kuch log juma ke din der se aate hain aur logo ki gardan phalngte huye yani unke beech se aage jane ki koshish karte hain jo ki gunah hai,  isliye juma ke din jaha khali jagah mil jaye wahi baith jana chahiye 

---------

 رسول اللہ ﷺ نے فرمایا جمعہ کے دن لوگوں کی گردنیں نہ پھلانگو، ورنہ قیامت کے دن اللہ تعالیٰ تمہیں ان کے لئے پل بنادیں گے۔

السلسلہ صحیحہ- ٤٣٧  صحیح

---------

✦:  रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लाम ने फ़रमाया जुमा के दिन लोगों की गरदने ना फ़लाँगो वरना क़यामत के दिन अल्लाह सुबहानहु  तुम्हें उनके लिए पुल बना देंगे

अल सिलसिला तुस सहीहा -437-सहीह

---------

✦:    RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Do not cross the necks of people on Friday, otherwise Allah Subhanahu will make you a bridge for them on the Day of Resurrection.

Al Silsila tus Sahiha 437-Sahih

Total Pageviews