Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Jo subah ko pad le aur us din mar jaye inshallah jannat mein jayega aur…
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne
farmaya Sayyadul Astigfar (Allah se maghfirat maangney ka sabse
achcha tariqa ) ye hai :
”Eh Allah tu mera Rab hai, tere siva koi maabud nahi,
tuney hi mujhe paida kiya hai aur main tera hi Banda hu, main apney taqat ke
mutabiq tujhse kiye huye Ahad aur wadey par qayam hun, un buri harkaton ke Azab
se jo mainey ki hain teri panaah mangta hun, mujh par naimatein teri hain iska
iqrar karta hun , meri maghfirat kar de ki tere siwa aur koi bhi Gunaah maaf
nahi karta………
……... Rasoollallah SallallahuAlaihiWasallam ne farmaya ki jisney is dua ke
alfaaz par yaqeen rakhtey huye Dil se inko kah liya aur usi din shaam honey se
pahley uska inteqal ho gaya to wo jannati hai, aur jisney is Dua ke alfaaz par
yakeen rakhtey huye Raat mein inko Parh liya aur phir uska subah honey se
pahley inteqal ho gaya to wo jannati hai.
('Allahumma anta Rabbi la
ilaha illa anta, Anta Khalaqtani wa ana abduka, wa ana 'ala ahdika wa wa'dika
mastata'tu, A'udhu bika min Sharri ma sana'tu, abu'u Laka bini'matika 'alaiya,
wa Abu Laka bidhanbi faghfirli innahu la yaghfiru adhdhunuba illa anta.")
اللَّهُمَّ أَنْتَ رَبِّي لّا إِلَهَ إِلَّا أَنْت،خَلَقْتَنِي وَأَنَا
عَبْدُكَ، وَأَنَا عَلَى عَهْدِكَ وَوَعْدِكَ مَا اسْتَطَعْت،أَعُوذُ بِكَ مِنْ
شَرِّ مَا صَنَعْت، أَبُوءُ لَكَ
بِنِعْمَتِكَ عَلَيَّ، وَأَبُوءُ بِذَنْبِي فَاغْفِر لِي فَإِنَّهُ لَا يَغْفِرُ
الذُّنُوبَ إِلَّا أَنْتَ
Sahih Bukhari, Vol 7, (6306)
--------------------------------------------
Sayyadul Astigfar: (the
most superior way to asking forgiveness from Allah)
اللَّهُمَّ أَنْتَ رَبِّي لّا إِلَهَ إِلَّا أَنْت،خَلَقْتَنِي وَأَنَا
عَبْدُكَ، وَأَنَا عَلَى عَهْدِكَ وَوَعْدِكَ مَا اسْتَطَعْت،أَعُوذُ بِكَ مِنْ شَرِّ
مَا صَنَعْت، أَبُوءُ لَكَ بِنِعْمَتِكَ
عَلَيَّ، وَأَبُوءُ بِذَنْبِي فَاغْفِر لِي فَإِنَّهُ لَا يَغْفِرُ الذُّنُوبَ
إِلَّا أَنْتَ
Narrated Shaddad bin Aus
Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said "Sayyadul
Astigfar (the most superior way to asking forgiveness from allah) is: 'Allahumma
anta Rabbi la ilaha illa anta, Anta Khalaqtani wa ana abduka, wa ana 'ala
ahdika wa wa'dika mastata'tu, A'udhu bika min Sharri ma sana'tu, abu'u Laka
bini'matika 'alaiya, wa Abu Laka bidhanbi faghfirli innahu la yaghfiru
adhdhunuba illa anta." The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam added.
"If somebody recites it (Sayyadul Astigfar) during the day with firm faith in it, and dies
on the same day before the evening, he will be from the people of paradise; and
if somebody recites it at night with firm faith in it, and dies before the
morning, he will be from the people of paradise."
Sahih
Bukhari, Book 75, Hadith 318
le='msoy � c r ��
�Duaon ka bayan (6306)