Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: jo logon ka Maal Karz ke taur par ada
karney ke niyat se leta hai to Allah Taala bhi uski taraf se ada karega
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo logon ka Maal Karz ke taur par ada karney ke niyat se leta hai to Allah Taala bhi uski taraf se ada karega aur jo koi tabah karney ki (yani Na dene ki) niyat se le to Allah Taala bhi usko Tabah kar dega.
Sahih Bukhari, Vol3, 2387
----------------------------------------
English Translation:
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu :The Prophet said, "Whoever takes the money of the people with the intention of repaying it, Allah will repay it on his behalf, and whoever takes it in order to spoil it, then Allah will spoil him."
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 41, No. 572