InShaAllah in this blog we will post Sahih Hadith in roman english as well in english
from Six Authentic books (Sahih Bukhari, Sahih Muslim, Sunan Abu Dawud,
Sunan Nasaii,Sunan Ibn Majah,Tirmidhi)
Search This Blog
Category
- ♥ 40 Rabbana Dua ♥ (1)
- ♥ Evening Azkar ♥ (4)
- ✦Islamic Quiz✦ (105)
- 99 Names of Allah with Urdu English Translation (1)
- Aadab Al Mufrad (7)
- Aazmayeesh (Test) (1)
- Achchey Aamal ( Good Deeds) (5)
- Achchey Aamal (Good Deeds) (93)
- Adam Alaihi Salam (1)
- Adhan (Azan) (6)
- Ajwazi zindagi (Married Life) (33)
- Akhlaq ( manners) (77)
- Al Quran (1)
- Al-Baihiqi (16)
- Al-Hakim (2)
- Al-isra Wa Al-Mairaj (5)
- Al-Quran (265)
- Al-Silsila-As-Sahiha (123)
- Allah ka Zikr (9)
- Allahu Akbar-SubhanAllah-Alhamdulillah (22)
- Ameer-Ghareeb (Rich-Poor) (6)
- Aqeeda ( Belief) (31)
- Aqeeda ( Islamic Belief) (9)
- Awliya-Allah (9)
- Azab (Punishment) (53)
- Azan-Aqamat ( Adhan-Aqamat) (4)
- Azkar al Lail - Night Azkar (1)
- Azkar Al-Lail ( Azkar of night) (5)
- Azkar gallery (1)
- Badshaguni ( Bad Omen) (1)
- Barish (Rain) (1)
- Bidat (innovation) (12)
- Bijli (Rain) (1)
- Burey Aamal (Evil Deeds) (59)
- Buri Nazar (Evil Eye) (5)
- Daily Azkar (145)
- Daily Duas (62)
- Dajjal (Anti-Christ) (9)
- Dawa (Medicine) (3)
- Dawat Aur Tableeg (9)
- Deen-e-Islam (1)
- Del (3)
- Dhil Hijja (12)
- Dost (Friends) (3)
- Dost-Dushman (Friend-Enemy) (5)
- dua (5)
- Dua-Azkar (Invocations) (81)
- Dua-Azkar (Supplications/Invocations) (71)
- Dua-E-Qunut (1)
- Duniya-Aakhirat(This World and hereafter) (33)
- Durud aur Salam (16)
- Eclipse (Grahan) (2)
- Eesal-e-Sawab (2)
- Eid Al-Adha (20)
- Eid Al-Fitr (13)
- Eid Greetings (3)
- Family (15)
- Farishtey (Angels) (26)
- Fitney-Fasad(Affliction and trial) (12)
- Gaib-ka-ilm ( The Knowledge of Unseen) (1)
- Geebat(Backbiting) (5)
- Grahan (Eclipse) (1)
- Gunaah (Sin) (33)
- Gusal (Bathing) (5)
- Hadith Qudsi (10)
- Hajj (Pilgrimage) (59)
- Halal-Haram ( Permissible and Not permissible) (7)
- Hasad-Gheebat (Envoy-Backbiting) (3)
- iLaj (Treatment) (8)
- ilm (Knowledge) (7)
- Imaan ( faith) (22)
- Insaniyat (Humanity) (56)
- islamic Science (8)
- istikhara (1)
- jamia Tirmidhi (90)
- Janaza (funeral) (6)
- jannat-Dojakh ( Hell-Paradise) (6)
- Jannat-Dozakh ( Hell-Paradise) (124)
- jho (1)
- Jhoot (lie) (8)
- Jihad (62)
- Jinn (4)
- Juma (Friday) (22)
- Kaaba-Qibla (2)
- Kabira Gunah (2)
- Kaffara (Expiation ) (1)
- Kafir ( Disbeliever) (6)
- Kapda (Cloth) (1)
- Khana (food) (30)
- Kharid-o-Farokht (Business) (8)
- Khas Namazein aur Ibadatein (Special Prayers & Worships) (7)
- Khwab (Dream) (3)
- Khwateen ke liye ( Women Special) (19)
- Kufr (1)
- Laanat (Curse) (4)
- Lanat (Curse) (10)
- Libas (Cloth) (2)
- Maghfirat (forgiveness) (59)
- Makka-Madina (27)
- Malik Muwatta (3)
- Mardo ke liye (Men Special) (1)
- Mareez (Patient) (8)
- Masjid (12)
- Masnad Ahmed (46)
- Maut (Death) (36)
- Meezan (Scale) (1)
- Mishkat (2)
- Miswak (3)
- Mix Azkar (2)
- Moon (Chand) (2)
- Moosa Alaihi Salam (2)
- Morning Azkar (6)
- Muharram-Ahl-E-bait Radi allahu anhuma (23)
- Mulk-e-Sham (1)
- Munafiq (Hypocrite) (6)
- Museebat-Pareshani(affliction-Problem) (14)
- Muslim Brotherhood (47)
- Musnad Ahmed (4)
- Mustadrak Al-Hakim (2)
- Naat-Ashaar (Poetry) (2)
- Nabiyo ki Dua (1)
- Namaz (Prayer) (153)
- Namaz ke baad ke Azkar (4)
- Namaz ke baad ke Azkar in English (1)
- Namaz ke baad ke Azkar in Hindi (1)
- Namaz ke baad ke Azkar in Urdu (1)
- Naseehat (Advice) (24)
- Nawafil (14)
- Nikah (Marriage) (12)
- Paaki-Napaki (Cleanliness) (18)
- Padosi (neighbor) (6)
- Qabr (Grave) (18)
- Qarz (Debt) (14)
- Qasam (Oath) (10)
- Qayamat (3)
- Qayamat ( last day) (81)
- Qayamat ki Nishaniya (Sign of Last day) (36)
- Quran ki Fazilat (The virtue of Quran) (4)
- Qurbani (Sacrifice) (18)
- Rajab Aur Shaban (3)
- Ramadhan (Ramazan) (97)
- Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam (39)
- Respect and Honor of prophet Peace be upon him (44)
- Rishtedaar ( Relatives) (8)
- Rizq (Sustence) (22)
- Roza (Fasting) (64)
- Sadqa-Zakat (Charity) (55)
- Safar (Journey) (8)
- Sahaba Radi Allahu Anhuma (30)
- Sahi Al Targib Wa Al Tarhib (6)
- Sahi jamia Sagir (1)
- sahih Al Jamee (10)
- Sahih Bukhari (689)
- Sahih Ibn Hibban (12)
- Sahih Muslim (165)
- Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam (21)
- Shab-e-Mairaj (The night of journey) (2)
- Shafaat (intercession ) (14)
- Shaheed (Martyr) (28)
- Shaitan (Devil) (37)
- Sharab aur Juaa (Wine & Gambling) (7)
- Shariyat (1)
- Shifa (Medicine) (2)
- short Duas / Aayat (104)
- Sood-Riba (Interest and Usury) (6)
- Special Days (1)
- Special post (6)
- Sunan Abu Dawud (142)
- Sunan Ibn Majah (149)
- Sunan Nasaii (63)
- Sunnat Tareeqa (Sunnah way) (29)
- Tabrani (22)
- Tahajjud (5)
- Takabbur(Arrogant) (4)
- Talaq(Divorce) (6)
- Taqdeer ( Destiny) (12)
- Tauba-Astigfar (Asking pardon) (16)
- Tawheed-Shirk ( Oneness of Allah) (1)
- Tawheed-Shirk (Oneness Of Allah) (63)
- tayyamum (1)
- Tibbe Nabwi (Medicine) (1)
- Tibbe Nabwi Sallalahu alaihi wasalam (3)
- Umrah (31)
- Waldein (Parents) (29)
- Waseela (2)
- Waseeyat (Bequest) (3)
- Weerasat (1)
- Witr Prayer (4)
- Wudhu (Ablution) (19)
- Yahud o Nasara (Christians and Jews) (6)
- Yateem aur Bewa ( Orphan and Widow) (8)
- Zeenat ( beauty) (1)
- Zina (illegal intercourse) (4)
Autoblog
Traffic
Tuesday, April 29, 2014
Haidth: Aakhir Zamane mein kuch log niklege jo Naujawan honge , Bewakoof honge
Bismillahirrahmanirrahim
Haidth: Aakhir Zamane mein kuch log niklege jo Naujawan hongey , Bewakoof honge
-----------------------------------
Narrated
Abu Salamah may ALLAH be pleased with him “I said to Abu Saeed Khudri: 'Did you hear
the Messenger of Allah (saw) mention anything about the Haruriyyah (a sect of
Khawarij?' He said: 'I heard him mention a people who would appear to be devoted
worshippers: “Such that any one of you would regard his own prayer and fasting
as insignificant when compared to theirs. But they will pass through Islam like
an arrow passing through its target, then he (the archer) picks up his arrow
and looks at its Iron head but does not see anything, then he looks at the
shaft and does not see anything then he looks at the band: that which is
wrapped around the Iron head where it is connected to the shaft, then he looks
at the feather and is not sure whether he sees anything or not
Haidth: Mere Ashaab (sahabiyo) ko bura mat kaho
Bismillahirrahmanirrahim
Haidth: Mere Ashaab (sahabiyo) ko bura mat kaho
Abu Hurairah radi allaho anho se rivayat hai ki RasoollallahSallallaho alaihey wasallam ne farmaya mat bura kaho merey Ashaab (sahabiyo) ko , kasam uski jiske haath mein meri jaan hai agar koi tum mein se Uhad Pahad ke barabar sona kharch karey to unkey ek mudd (sair bhar) ya Aadhey mudd ke barabar bhi nahi ho sakta.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 161 -Sahih
-------------------------------------
Narrated
Abu Hurairah may ALLAH be pleased with him The
Messenger of Allah Peace be upon him
said: 'Do not revile my Companions, for by the One in Whose Hand is my
soul! If any of you were to spend the equivalent of Mount Uhud in gold, it
would not equal a Mudd spent by anyone of them, nor even half a Mudd.”
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 161-Sahih
Labels:
Sahaba Radi Allahu Anhuma,
Sunan Ibn Majah
Mafhum-e-Hadith: Sahaba karaam radi allahu anhuma ki Fazeelat..
Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Sahaba karaam radi allahu anhuma ki Fazeelat..
Anas
Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat
hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam
ne farmaya
Meri Ummat mein sabse ziyada Raham Dil Abu Bakr
Radi-Allahu-Anhu hain.
Aur unmein se ALLAH ke deen ke bare mein sabse ziyada sakht Umar Radi Allahu Anhu
hain ,
Haya ke aitbar se sabse sachchey Uthman Radi Allahu Anhu hain
Aur sabse achcha faisla karney waley Ali
bin Abu Talib Radi Allahu Anhu hain ,
ALLAH
ki kitab ko sabse umdah parhney waley Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu hain , Sabse ziyada haram aur Halal se waqif
Muadh bin jabal Radi Allahu Anhu hain
Aur Faraiz mein sabse ziyada waqif Zaid bin Thabit Radi Allahu Anhu hain ,
Khabardar har ummat ke liye ek Ameen
hota hai aur is ummat ke Ameen
Abu Ubaidah bin Al jarrah Radi Allahu Anhu hain
Sunan
Ibn Majah, Vol 1 , # 154(Sahih)
Mafhum-e-Hadith: The Attributes (characteristic) of Sahaba
radi allahu anhuma
Narrated Anas bin Malik may ALLAH be pleased with him that
the Messenger of Allah Peace be upon him said: “The most merciful of my Ummah
towards my Ummah is Abu Bakr; the one who adheres most sternly to the religion
of Allah is Umar; the most sincere of them in shyness and modesty is Uthman;
the best judge is Ali bin Abu Talib; the best in reciting the Book of Allah is
Ubayy bin Kab; the most knowledgeable of what is lawful and what is unlawful is
Muadh bin Jabal; and the most knowledgeable of the rules of inheritance
(Faraid) is Zaid bin Thabit. And every nation has a trustworthy guardian, and
the trustworthy guardian of this Ummah is Abu Ubaidah bin Jarrah.( Radi allahu
anhuma)
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 154 (Sahih)
radi allahu anhuma
Labels:
Sahaba Radi Allahu Anhuma,
Sunan Ibn Majah
Hadith: Hussain ( radi allahu anhu) mujh se hain aur Main Hussain se hu
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Hussain ( radi allahu anhu) mujh se hain aur Main Hussain se hu
Said
Bin abu Rashid Radi Allahu Anhu se
rivayat hai ki Yala bin Murrah ne kaha
ki wo Log Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ke saath Daawat e Taam (khane ki dawat) ke
liye nikley Hussain Gali mein khel rahey they NABEE Sallallahu Alaihi Wasallam logon se aaagey
badey aur apney haath phaila diye (hazrat Hussain Radi Allahu Anhu ) idhar
udhar bhagney lagey Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam unhey hasatey rahey yahan
tak ki unko pakad liya Aapney ek haath
thodi ke neechey aur dusra haath sir ke upar rakha aur Bosa liya phir farmaya
Hussain ( radi allahu anhu) mujh se hain aur Main Hussain se hu aur ALLAH us
sey Muhabbbat rakhta hain jo Hussain se muhabbbat rakhta hai
Sunan
Ibn Majah, Vol 1 , # 144 ( Hasan)
Narrated by Said bin Abu Rashid may ALLAH be pleased with him that Yala bin
Murrah told them that they had gone out with the Prophet (Peace be upon him )
to a meal to which they had been invited, and Husain was there playing in the
street. The Prophet (Peace be upon him ) came in front of the people and
stretched out his hands, and the child started to run here and there. The
Prophet Peace be upon him made him laugh
till he caught him, then he put one hand under his chin and the other on his
head and kissed him, and said, “Husain is part of me and I am part of him. May
Allah love those who love Husain.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 144 (
Hasan)
Hadith: jisne Hasan aur Hussain se muhabbat rakhi usney mujhse Muhabbbat rakhi
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith:
jisne Hasan aur Hussain se muhabbat rakhi usne mujhse Muhabbbat rakhi
Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se
rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya
jisney Hasan aur Hussain se muhabbat rakhi usney mujhse Muhabbbat rakhi
aur jisney unse bugz rakha usney mujhse bugz rakha(yani dushmani rakhi)
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 143 - Hasan
-----------------------------------------------------
Narrated by Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu The
Messenger of Allah Peace be upon him
said: Whoever loves Hasan and
Husain, loves me; and whoever hates them, hates me. (Hasan)
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 143 ( Hasan)
Hadith: Eh ALLAH mein is se Muhabbat karta hu Aap bhi insey Muhabbat kijiye
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Eh ALLAH mein is se Muhabbat karta hu Aap
bhi insey Muhabbat kijiyeAbu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi
Muhabbbat
karey usey bhi Mehboob rakhiye
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 142 ( Sahih)
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , #142 (Sahih)
Umar Radi-Allahu-Anhu ka jannat mein Mahal
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
- Umar Radi-Allahu-Anhu ka jannat mein Mahal -
- Umar Radi-Allahu-Anhu ka jannat mein Mahal -
Hazrat
Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat
hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam
ne farmaya main soya hua tha aur mainey Apney aapko jannat mein dekha
wahi ek mahal ke paas ek Aurat wudhu kar rahi thi mainey pucha ye mahal kiska
hai usney kaha ki Umar ka mainey Umar ki gairat ko yaad kiya aur peechey laut
aaya Abu hurairah Radi Allahu Anhu
farmatey hain ki Umar ye sun kar ro parhey aur farmaya ki Ya Rasoollallah
Sallallhu Alaihi Wasallam kya Aap par
jin par mere Maa Baap fida ho , main gairat karunga
Sunan
Ibn Majah, Vol 1 , # 107 (Sahih)
Narrated : Abu Hurairah may ALLAH be pleased with him the Prophet Peace be upon him said: 'While I was sleeping I saw myself in
Paradise (in a dream), and I saw a woman performing ablution beside a palace. I
asked: 'Whose palace is this?” She said: “Umar's.” I remembered his protective
jealousy, so I turned away and left.'” Abu Hurairah said: “Umar wept and said:
'May my father and mother be sacrificed for you, O Messenger of Allah! Would I
feel any protective jealousy against you?'”
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 107(Sahih)
Labels:
Sahaba Radi Allahu Anhuma,
Sunan Ibn Majah
Hazrat Abu bakr aur Umar Radi Allahu Anhuma ka Darja
Bismillahirrahmanirrahim
Hazrat
Abu bakr aur Umar Radi Allahu Anhuma ka Darja
Hazrat
Abdullah bin salimah radi allahu farmatey hain ki Mainey Hazrat Ali Radi Allahu
Anhu ko farmatey huye suna ki Rasoollallah
Sallallhu Alaihi Wasallam ke baad logon
mein sabse behtar Abu Bakr Radi Allahu Anhu
hain aur uney baad Umar Radi Allahu Anhu
hain
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 106 ( Sahih)
Narrated Abdullah bin Salimah may ALLAH be pleased with
him “I heard Ali Radi-Allahu-Anhu say: 'The best of people after the Messenger
of Allah (saw) is Abu Bakr, and the best of people after Abu Bakr is Umar.'”
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 106 (Sahih)
Labels:
Sahaba Radi Allahu Anhuma,
Sunan Ibn Majah
Umm Aisha aur Abu Bakr radi Allahu Anhuma RasoollallahSallallahu alihi wasallam ko Sabse pasandeeda hain
Bismillahirrahmanirrahim
<< Umm Aisha aur Abu Bakr radi Allahu Anhuma RasoollallahSallallahu alihi wasallam ko Sabse pasandeeda hain>>
Anas Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam se arz kiya
gaya ki logon mein sabse ziyada pasandeeda Aapkey nazdeek kaun hai Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Aayesha ( Radi Allahu Anha) phir
arz kiya gaya ki mardo mein kaun hai farmaya unkey walid ( Abu Bakr)
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 101 -Sahih
-------------------------------------------------
Narrated by Anas may ALLAH be pleased with him , It was said O messenger of Allah Peace be upon him which of the people is most beloved to you? He Peace be upon him said: Aisha It was asked. and among men?' He Peace be upon him said Her Father ( Abu Bakr) (
Sunan
Ibn Majah, Vol 1 , # 101-Sahih-------------------------------------------------
Narrated by Anas may ALLAH be pleased with him , It was said O messenger of Allah Peace be upon him which of the people is most beloved to you? He Peace be upon him said: Aisha It was asked. and among men?' He Peace be upon him said Her Father ( Abu Bakr) (
Mafhum-e-Hadith: Imaan wala hone ke liye Chaar cheezon par Imaan lana jaruri hai
Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith:
Imaan wala hone ke liye Chaar cheezon par Imaan lana jaruri hai
Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu
Alaihi Wasallam ne farmaya banda tab tak
imaan wala nahi ho sakta jab tak wo chaar cheezon par imaan na le aaye ALLAH
wahdahu la-sharik par, ( yani ALLAH ek hai aur uskey siwa koi maabud nahi), mere
Rasool hone par, maut ke baad zinda hone par aur taqdeer par
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 81-Sahih
Narrated Ali may ALLAH be pleased with him
The Messenger of ALLAH Peace be upon him said: 'No slave truly believes
until he believes in four things: in ALLAH alone with no partner; that I am the
Messenger of ALLAH; in the resurrection after death; and in the Divine Decree
(Qadar).
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 81-Sahih
Labels:
Imaan ( faith),
Sunan Ibn Majah
Hadith: Main logon se tab tak jung karu jab tak wo ye gawahi na de de ki Allah ke siwa koi Mabud nahi aur……
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Main logon
se tab tak jung karu jab tak wo ye gawahi na de de ki Allah ke siwa koi Mabud
nahi aur……
Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat
hai ki Mijhe hukm diya gaya hai ki main logon se tab tak jung karu jab tak wo
ye gawahi na de de ki Allah ke siwa koi Mabud nahi aur Main Allah ka Rasool hu
aur ( jab tak wo) Namaz Qayam karein aur Zakat Ada kare.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 71-Sahih
--------------------------------
Narrated Abu Hurairah may ALLAH be pleased with him “The Messenger of ALLAH Peace
be upon him said: 'I have been commanded to fight the people until they testify
La ilaha ill-ALLAH (none has the right to be worshipping but ALLAH) and that I
am the Messenger of ALLAH, and they establish regular prayers and pay Zakat.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 71-Sahih
Labels:
Sunan Ibn Majah
Hadith: Apne darmiyan Salam ko Phailao (yani ziyasa se ziyada salam kiya karo)
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Assalamu Alaikum Warahmatullahi wabarkatahu
Hadith: Apne darmiyan Salam ko Phailao (yani ziyasa se ziyada salam kiya karo)
Hazrat Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya qasam hai us zaat ki jiskey qabzey mein meri jaan hai tum jannat mein tab tak dakhil nahi ho saktey jab tak ki Imaan wale na ho jaye, aur tum tab tak imaan wale nahi ho saktey jab tak aapas mein Muhabbat na karney lag jao, to kya main tumhey aisee cheez na bata na du ki jab tum usko karogey to Aapas mein Mehboob ho jaoogey, Apney darmiyan Salam ko Phailao (yani ziyasa se ziyada salam kiya karo)
Sunan
Ibn Majah, Vol 1 , # 68-Sahih
------------------------------------------------------------
Narrated
Abu Hurairah may ALLAH be pleased with him
The Messenger of ALLAH Peace be upon him said: 'By the One in Whose Hand
is my soul! You will not enter Paradise until you believe, and you will not
(truly) believe until you love one another. Shall I not tell you of something
which, if you do it, you will love one another? Spread the greetings of Salam
amongst yourselves.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 68-Sahih
Mafhum-e-Hadith: Allah farmayega usko bhi jahannam se nikal lo jiskey dil mein Rayee ke daaney ke barabar imaan ho
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Mafhum-e-Hadith: Allah farmayega usko bhi jahannam se nikal lo jiskey dil mein Rayee ke daaney ke barabar imaan ho
Abu Saeed Khudri Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jab Allah momeen ko Aag se khulasi ( nijat) de dega aur wo mutmaeen ho jayengey to tum mein se koi duniya mein is tarah apney saathi ke liye nahi jhagda hoga jis tarah momeen apney RAB se apney bhaeeyon ke liye jhagda karengey jo aag mein dakhil kiye ja chukey hain (wo kahngey) hamarey bhai hamarey saath Namaz parhtey they , Roza rakhtey they, Hajj kartey they aapney unko jahannam mein kyu dakhil kiya, Allah taala farmayega jao aur jinko tum unmein se pahchantey ho nikal lo wo unkey pass aayngey aur unko unki shaklo se pahchan lengey , Aag ne unke chehro ko nahi jhulsaya hoga ,kuch unmein se wo hongey jinhey aag ne aadhi pindali tak pakad rakha hoga , kuch aisey hongey jinhey ghutno tak pakad rakha hoga wo momeen unko nikal lengey wo kahngey ki eh hamrey RAB humney unko nikal liya jinka tuney hukm diya tha. Phir Allah taala farmayega usko bhi nikal lo jiskey dil mein deenar ke wazan ke barabar Imaan ho phir farmayega usko bhi nikal lo jiskey dil mein aadhey deenar ke wazan ke barabar iman ho, phir farmayega usko bhi nikal lo jiskey dil mein Rayee ke daaney ke barabar imaan ho
Abu saeed Radi-Allahu-Anhu ne kaha ki
jo usko sach na maaney wo Quran ki ye aayat parh le ki “Allah kisi par
ek zarra barabar bhi Haq talfi nahi karta aur agar neki ho to usko duguna kar
deta hai aur apney pass se bada sawab deta hai-4:40
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 60 (Sahih)
-------------------------------------------------------------------------
Narrated Abu Said Al-Khudri The
Messenger of ALLAH Peace be upon him said: 'When ALLAH has saved the believers
from Hell and they are safe, none of you will dispute with his companion more
vehemently for some right of his in this world than the believers will dispute
with their Lord on behalf of their brothers in faith who have entered Hell.
They will say, “Our Lord! They are our brothers, they used to pray with us,
fast with us and perform Hajj with us, and you have admitted them to Hell.” He
will say: “Go and bring forth those whom you recognize among them.” So they
will come to them, and they will recognize them by their faces. The Fire will
not consume their faces, although there will be some whom the Fire will seize
halfway up their shins, and others whom it will seize up to their ankles. They
will bring them forth, and will say, “Our Lord, we have brought forth those
whom You commanded us to bring forth.” Then He will say: “Bring forth those who
have a Dinar's weight of faith in their hearts, then those who have a half a
Dinar's weight of faith in their hearts, then those who have a mustard-seed's
weight ( of faith in their heart).”
Abu Sa'eed Radi-Allahu-Anhu said: “He who does not believe this, let him
recite: 'Surely, ALLAH wrongs not even of the weight of an atom (or a small
ant), but if there is any good (done), He doubles it, and gives from Him a
great reward.'”(4:40)
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 60 (Sahih)
Monday, April 14, 2014
Hadith: Safar Ek Azab ka tukda hai…
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Safar Ek Azab ka
tukda hai…
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu
Alaihi Wasallam ne farmaya safar ek azab ka tukda hai, Aadmee ki neend aur
khane peene sab mein rukawat paida karta hai isliye musafir jab apna kaam pura
kar le to usey jaldi ghar aa jana chahiye.
Sahih Bukhari, Vol 4,3001
--------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu: ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Journey is a piece of torture, for it disturbs one's sleep, eating and drinking. So, when you fulfill your job, you should hurry up to your family."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 245:
--------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu: ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Journey is a piece of torture, for it disturbs one's sleep, eating and drinking. So, when you fulfill your job, you should hurry up to your family."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 245:
Labels:
Safar (Journey),
Sahih Bukhari
Hadith: Safar ke waqt Maghrib aur Isha ki Namaz milakar padh saktey hain
Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Safar ke waqt Maghrib aur Isha ki Namaz milakar padh sakte hain
Narrated Aslam Radiallahu anhu:While I was in the company of 'Abdullah bin 'Umar on the way to Mecca, he received the news of the severe illness of Safiya bint Abi Ubaid (i.e. his wife), so he proceeded at greater speed, and when the twilight disappeared, he dismounted and offered the Maghrib and 'Isha 'prayers together and said, " I saw the Prophet delaying the Maghrib prayer to offer it along with the 'Isha' when he was in a hurry on a journey."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 244:
Mafhum-e-Hadith: Safar ke waqt Maghrib aur Isha ki Namaz milakar padh sakte hain
Narrated Aslam Radiallahu anhu:While I was in the company of 'Abdullah bin 'Umar on the way to Mecca, he received the news of the severe illness of Safiya bint Abi Ubaid (i.e. his wife), so he proceeded at greater speed, and when the twilight disappeared, he dismounted and offered the Maghrib and 'Isha 'prayers together and said, " I saw the Prophet delaying the Maghrib prayer to offer it along with the 'Isha' when he was in a hurry on a journey."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 244:
---------------------------------
Hadith: During Journey We can pray Maghrib
prayer along with the Isha
Aslam Radiallahu anhu se rivayat hai ki jab main Abdullah bin
umar Radiallahu anhuma ke saath makkey ke safar mein tha , itney mein unko
Safiya bint Abi Ubaid(unki biwi) ke sakht beemar honey ki khabar mili to aapney
tez chalna shuru kar diya aur jab Shafaq dub gayee(yani Suraj gurub ho gaya) to
aap Sawari se utrey aur maghrib aur isha ki namaz mila kar Padhi aur kaha ki
mainey Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam ko dekha hai jab Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam tezi ke saath safar karna chahte to maghrib mein takheir (der) karke dono namazein (Maghrib aur Isha ) ek saath ada farmate.
Sahih Bukhari, Vol 4, 3000
Labels:
Namaz (Prayer),
Safar (Journey),
Sahih Bukhari
Hadith: uskey liye un tamam Ibadaton ka sawab likha jata hai jinhe Sehat ke waqt kiya karta tha
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith:
uskey liye un tamam Ibadaton ka
sawab likha jata hai jinhe Sehat ke waqt kiya karta tha
Ibrahim Abu Isma'il As-Saksaki Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jab banda beemar hota hai ya Safar karta hai to uskey liye un tamam Ibadaton ka sawab likha jata hai jinhe Sehat ke waqt kiya karta tha.
Sahih Bukhari, Vol 4,2996
Narrated Ibrahim Abu Isma'il As-Saksaki , ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi
Wasallam said, 'When a slave falls ill or travels, then he will get reward
similar to that he gets for good deeds practiced at home when in good
health."
Sahih Bukhari, Book 52, No. 239:
Sahih Bukhari, Book 52, No. 239:
Labels:
Safar (Journey),
Sahih Bukhari
Hadith: Bulandi par chadhte waqt Allahu Akbar kaho aur neeche ki aur jaate waqt Subhanallah kaho
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Bulandi par chadhte waqt Allahu Akbar kaho aur neeche ki aur jaate waqt Subhanallah kaho
Jabir bin Abdullah Radiallahu anhu se rivayat hai ki jab hum kisi bulandi par chadhte to Allahu Akbar kahte aur jab hum neeche ki aur jaate to “Subhanallah” kahte
Sahih Bukhari, Vol 4,2993
----------------------------------------------------
Hadith: Bulandi par chadhte waqt Allahu Akbar kaho aur neeche ki aur jaate waqt Subhanallah kaho
Jabir bin Abdullah Radiallahu anhu se rivayat hai ki jab hum kisi bulandi par chadhte to Allahu Akbar kahte aur jab hum neeche ki aur jaate to “Subhanallah” kahte
Sahih Bukhari, Vol 4,2993
----------------------------------------------------
Narrated
Jabir bin 'Abdullah Radiallahu anhu: Whenever we went up a place we would say,
"Allahu--Akbar (i.e. ALLAH is Greater)", and whenever we went down a
place we would say, "Subhan ALLAH."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 236:
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 236:
Hadith: Logon Dushman ke saath jung ki khwahish aur tamanna Dil mein na rakha karo
Bismillahirrahmanirrahim
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne sahaba ko khitab kartey huye farmaya Logon Dushman ke saath jung ki khwahish aur tamanna Dil mein na rakha karo bulki ALLAH taala se aman aur aafiyat ki dua kiya karo haan jab dushman se ladaii ho hi jaye to phir sabar aur Istiqamat ka subut do yaad rakho ki jannat talwaron ke saaye ke neechey hai iskey baad Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne ye dua ki
اللَّÙ‡ُÙ…َّ Ù…ُÙ†ْزِÙ„َ الْÙƒِتَابِ ÙˆَÙ…ُجْرِÙŠَ السَّØَابِ ÙˆَÙ‡َازِÙ…َ الأَØْزَابِ، اهْزِÙ…ْÙ‡ُÙ…ْ ÙˆَانْصُرْÙ†َا عَÙ„َÙŠْÙ‡ِÙ…ْ
Allahumma munzilal-kitab, wa mujriyas- sahab, wa hazimal-Ahzab, ihzimhum wansurna alaihim
( Eh ALLAH kitab ke nazil karney wale , badal bhejney waley , Ahzab ko shikast dene waley inhey shikast de aur unkey muqabley mein hamari madad kar.)
Sahih Bukhari, Vol 4,2966
-------------------------------------------------
Narrated Salim Abu An-Nadr Radiallahu anhu : "Once ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "O people! Do not wish to face the enemy (in a battle) and ask ALLAH to save you (from calamities) but if you should face the enemy, then be patient and let it be known to you that Paradise is under the shades of swords." He then said,,
اللَّÙ‡ُÙ…َّ Ù…ُÙ†ْزِÙ„َ الْÙƒِتَابِ ÙˆَÙ…ُجْرِÙŠَ السَّØَابِ ÙˆَÙ‡َازِÙ…َ الأَØْزَابِ، اهْزِÙ…ْÙ‡ُÙ…ْ ÙˆَانْصُرْÙ†َا عَÙ„َÙŠْÙ‡ِÙ…ْ
"O ALLAH! The Revealer of the (Holy) Book, the Mover of the clouds, and Defeater of Al-Ahzab (i.e. the clans of infidels), defeat them infidels and bestow victory upon us."
Labels:
Dua-Azkar (Invocations),
Jihad,
Sahih Bukhari
Hadith: Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (ALLAH ki taraf se) madad aur Rizq diya jata hai
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (ALLAH ki
taraf se) madad aur Rizq diya jata hai
Mus'ab bin Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki Sad bin Abi Waqqas Radiallahu
anhu ko ye khayal tha ki unhey dusrey sahaba par (apni maaldari aur bahaduri ki
wajah se) fazeelat hasil hai, to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki
tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (ALLAH ki taraf se)
madad aur Rizq diya jata hai.
Sahih Bukhari, Vol 4,2896
Narrated Mus'ab bin Sad Radiallahu anhu: Once Sad (bin Abi Waqqas) Radiallahu
anhu thought that he was superior to those who were below him in rank. On that
the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "You gain no victory or
livelihood except through (the blessings and invocations of) the poor amongst
you."
Sahih Bukhari, Book 52, No. 145:
Labels:
Rizq (Sustence),
Sahih Bukhari
Hadith: Rozana insaan ke har jod (joint) par sadqa lazim hai
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Rozana insaan ke har jod (joint) par sadqa lazim hai
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Rozana insaan ke har jod (joint) par sadqa lazim hai agar koi shaksh kisi ki sawari mein madad karey ki usko sahara dekar sawari par sawar kara de ya uska saman us par utha kar rakh de to ye bhi sadqa hai achcha aur paak lafz bhi sadqa hai har qadam jo namaz ke liye uthtaa hai wo bhi sadqa hai aur (kisi musafir ko) raasta bata dena bhi sadqa hai.
Sahih Bukhari, Vol 4,2891
Hadith: Rozana insaan ke har jod (joint) par sadqa lazim hai
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Rozana insaan ke har jod (joint) par sadqa lazim hai agar koi shaksh kisi ki sawari mein madad karey ki usko sahara dekar sawari par sawar kara de ya uska saman us par utha kar rakh de to ye bhi sadqa hai achcha aur paak lafz bhi sadqa hai har qadam jo namaz ke liye uthtaa hai wo bhi sadqa hai aur (kisi musafir ko) raasta bata dena bhi sadqa hai.
Sahih Bukhari, Vol 4,2891
----------------------------------------------
Hadith: Charity is
obligatory everyday on every joint of a human being
Narrated Abu Huraira Radiallahu
anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Charity is obligatory
everyday on every joint of a human being. If one helps a person in matters
concerning his riding animal by helping him to ride it or by lifting his
luggage on to it, all this will be regarded charity. A good word, and every
step one takes to offer the compulsory Congregational prayer, is regarded as
charity; and guiding somebody on the road is regarded as charity."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 141:
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 141:
Labels:
Sadqa-Zakat (Charity),
Sahih Bukhari
Subscribe to:
Posts (Atom)