Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Sahaba karaam radi allahu anhuma ki Fazeelat..
Anas
Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat
hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam
ne farmaya
Meri Ummat mein sabse ziyada Raham Dil Abu Bakr
Radi-Allahu-Anhu hain.
Aur unmein se ALLAH ke deen ke bare mein sabse ziyada sakht Umar Radi Allahu Anhu
hain ,
Haya ke aitbar se sabse sachchey Uthman Radi Allahu Anhu hain
Aur sabse achcha faisla karney waley Ali
bin Abu Talib Radi Allahu Anhu hain ,
ALLAH
ki kitab ko sabse umdah parhney waley Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu hain , Sabse ziyada haram aur Halal se waqif
Muadh bin jabal Radi Allahu Anhu hain
Aur Faraiz mein sabse ziyada waqif Zaid bin Thabit Radi Allahu Anhu hain ,
Khabardar har ummat ke liye ek Ameen
hota hai aur is ummat ke Ameen
Abu Ubaidah bin Al jarrah Radi Allahu Anhu hain
Sunan
Ibn Majah, Vol 1 , # 154(Sahih)
Mafhum-e-Hadith: The Attributes (characteristic) of Sahaba
radi allahu anhuma
Narrated Anas bin Malik may ALLAH be pleased with him that
the Messenger of Allah Peace be upon him said: “The most merciful of my Ummah
towards my Ummah is Abu Bakr; the one who adheres most sternly to the religion
of Allah is Umar; the most sincere of them in shyness and modesty is Uthman;
the best judge is Ali bin Abu Talib; the best in reciting the Book of Allah is
Ubayy bin Kab; the most knowledgeable of what is lawful and what is unlawful is
Muadh bin Jabal; and the most knowledgeable of the rules of inheritance
(Faraid) is Zaid bin Thabit. And every nation has a trustworthy guardian, and
the trustworthy guardian of this Ummah is Abu Ubaidah bin Jarrah.( Radi allahu
anhuma)
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 154 (Sahih)
radi allahu anhuma