Bismillahirrahmanirrahim
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne sahaba ko khitab kartey huye farmaya Logon Dushman ke saath jung ki khwahish aur tamanna Dil mein na rakha karo bulki ALLAH taala se aman aur aafiyat ki dua kiya karo haan jab dushman se ladaii ho hi jaye to phir sabar aur Istiqamat ka subut do yaad rakho ki jannat talwaron ke saaye ke neechey hai iskey baad Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne ye dua ki
اللَّهُمَّ مُنْزِلَ الْكِتَابِ وَمُجْرِيَ السَّحَابِ وَهَازِمَ الأَحْزَابِ، اهْزِمْهُمْ وَانْصُرْنَا عَلَيْهِمْ
Allahumma munzilal-kitab, wa mujriyas- sahab, wa hazimal-Ahzab, ihzimhum wansurna alaihim
( Eh ALLAH kitab ke nazil karney wale , badal bhejney waley , Ahzab ko shikast dene waley inhey shikast de aur unkey muqabley mein hamari madad kar.)
Sahih Bukhari, Vol 4,2966
-------------------------------------------------
Narrated Salim Abu An-Nadr Radiallahu anhu : "Once ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "O people! Do not wish to face the enemy (in a battle) and ask ALLAH to save you (from calamities) but if you should face the enemy, then be patient and let it be known to you that Paradise is under the shades of swords." He then said,,
اللَّهُمَّ مُنْزِلَ الْكِتَابِ وَمُجْرِيَ السَّحَابِ وَهَازِمَ الأَحْزَابِ، اهْزِمْهُمْ وَانْصُرْنَا عَلَيْهِمْ
"O ALLAH! The Revealer of the (Holy) Book, the Mover of the clouds, and Defeater of Al-Ahzab (i.e. the clans of infidels), defeat them infidels and bestow victory upon us."