Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith:
Namaz e janaza mein 4 takbire hoti hain
Abu huraira Radhi
Allahu Anhu se rivayat hai ki jis din
najashi ki wafat huyee Aap Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ne uski khabar di aur Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam sahaba ke saath musalla (namaz padhne ki
jagah) tashrif le gaye aur saf banwayee aur chaar (4) takbirein kahi
Sahih Bukhari,
Vol 2, 1333
--------------------------------
Narrated Abu
Huraira Radhi Allahu Anhu
Allah's
Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam
informed about the news of the death of An-Najash on the day he died. He
went out with us to the Musalla and we aligned in rows and he said four Takbirs
for An-Najashi's funeral prayer.
Sahih
Bukhari, Vol. 2, Book 23, Hadith 417