✦ Islamic Quiz-20✦
Sawal: Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne
farmaya ki " Quran mein ek surah hai ye apne padhne walon ki sifarish karegi
yahan tak ki usey bakhsh diya jayega"
Us surah ka kya naam hai?
A. Surah Al-Qasas
B. Surah Yusuf
C. Surah Nooh
D. Surah Al-Mulk
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
Us surah ka kya naam hai?
A. Surah Al-Qasas
B. Surah Yusuf
C. Surah Nooh
D. Surah Al-Mulk
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------------------
Quiz : The prophet
sallallahu alaihi wasallam said " A
surah of the Qur'an will intercede its
reader till he will be forgiven" What is the name of that Surah ?
A. Surah Al-Qasas
B. Surah Yusuf
C. Surah Nooh
D. Surah Al-Mulk
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab D. Surah Al-Mulk
------------
Abu Huraira Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Quran mein 30 aayaton ki ek surah hai jo apney parhney walon ki sifarish karegi yahan tak ki usey baksh diya jayega wo surah hai Tabarak-alLazi beyadehil mulk……: ( Surah Al Mulk 67 ) hai
Sunan Abu Dawud, Vol 1,1387-Hasan
-------------
Narrated AbuHurayrah Radiallahu anhu : The Prophet Sallallaho alaihey wasallam said: A surah of the Qur'an containing Thirty verses will intercede its reader till he will be forgiven. That is: "Blessed is He in Whose Hand is the sovereignty" (Tabarak-alLazi beyadehil mulk …: Surah Al Mulk 67).
Sunan Abu Dawud, Book 6, Number 1395-Hasan