✦ Islamic Quiz-27✦
Sawa: Insan ke sabse achche suluq ke liye kaun haqdar hai
yani insaan ko sabse achca suluq pahle kiske saath karna chahiye ?
A. Aulad
B. Bhai
C. Biwi
D. Maa
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
B. Bhai
C. Biwi
D. Maa
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
-------------------------------
Quiz : Who is more entitled to be treated with the best companionship by a person?
A. Children
B. Brother
C. Wife
D. Mother
E. None of the above
B. Brother
C. Wife
D. Mother
E. None of the above
F. I want to
know
Sahi Jawab D
--------------------
Mafhum-e-Hadith: Maa achche suluq ki sabse zyada haqdar haiSahi Jawab D
--------------------
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek sahabi Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ki khidmat mein hazir huye aur arz kiya ki ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam mere achche suluq ka sabse ziyada haqdar kaun hai ? farmaya ki tumhari Maa, puch ki iskey baad kaun hai ? farmaya tumhari Maa,
unhoney phir pucha iskey baad kaun hai ? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne phir farmaya tumhari Maa,
unhoney pucha ki iskey baad kaun hai Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmay tumharey walid ( father).
Sahih Bukhari, Vol 7, 5971
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu
Anhu : A man came to ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam and said, "O ALLAH's Apostle! Who is
more entitled to be treated with the best companionship by me?" The
Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Your mother." The man said. "Who is next?" The Prophet said, "Your
mother."
The man further said, "Who is next?" The Prophet said, "Your mother."
The man asked for the fourth time, "Who is next?" The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Your father. "
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 2:
The man further said, "Who is next?" The Prophet said, "Your mother."
The man asked for the fourth time, "Who is next?" The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Your father. "
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 2: