✦ Islamic Quiz-31✦
Sawal : Quran kareem mein sirf ek hi aisee surah hai jismein do baar Bismillahirrahmanirrahim aata hai ek to shuru mein aur dusra us surah ki ek aayat mein , us surah ka kya naam hai ?
A. Surah AL-Fatiha
B. Surah At-Taubah
C. Surah Al-Baqara
D. Surah An-Naml
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------
Quiz : There is only one surah in Quran which has two time Bismillahirrahmanirrahim
one in beginning and other inside the surah itself , What is the name of that Surah?
A. Surah AL-Fatiha
B. Surah At-Taubah
C. Surah Al-Baqara
D. Surah An-Naml
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab D
إِنَّهُ مِن سُلَيْمَانَ وَإِنَّهُ بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ
Ye khat Sulaiman ( Alaihi salam) ki taraf se hai aur wo ye hai ki Allah ke naam se shuru kart ahu jo bada meharbaan aur nihayat raham karne wala hai
----------------------
Answer : D
إِنَّهُ مِن سُلَيْمَانَ وَإِنَّهُ بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ
Verily it is from Sulaiman (Solomon), and verily, it (reads): In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful:
AL Quran , Surah Surah An-Naml (27) , Verse 30