Bismillah irrahman irrahim
Mafhum-e-Hadith: 7 Aadmiyon ki taraf se ek Gaay (cow) ya ek oont ki Qurbani kar saktey hain
Mafhum-e-Hadith: 7 Aadmiyon ki taraf se ek Gaay (cow) ya ek oont ki Qurbani kar saktey hain
Jabir ibn Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Hudaybiyyah waley saal mein humney Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke saath milkar 7 aadmiyon ki taraf se ek oont (camel) ki qurbani ki aur 7 Aadmiyon ki tataf se ek gaay (cow) ki Qurabani kiSahih Muslim, Vol 3, 3185
Jabir bin Abdullah (Allah be pleased with him) reported:
In the year of Hudaibiya (6 H ), we, along with Allah's Messenger Sallallahu Alaihi Wasallam
sacrificed a camel for seven persons and a cow for seven persons.
Sahih Muslim , book 7, Hadith 3024