Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Bachchey ka Hajj aur us par sawab
Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek aurat ne ek bachche ko Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke samne pesh kiya aur arz kiya ki kya isko zimmey bhi hajj karna lazim hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya HAAN aur tumko iska sawab milega
Sunan Nasaii, Vol 2, 558 – Sahih
It was narrated that Ibn Abbas Radi Allahu Anhu said A woman lifted a child up to the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam and said: 'Is there Hajj for this one?'
He Sallallahu Alaihi Wasallam said: Yes, and you will be rewarded.
Sunan Nasaii, Vol. 3, Book 24, Hadith 2648