Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, May 21, 2019

Hadith : Jisne Fajr se pehle (Farz ) roze ki niyat Nahi ki uska roza nahi hoga

Bismillahirahmanirrahim

✦ Hadith : Jisne Fajr se  pehle (Farz ) roze ki niyat Nahi ki uska roza nahi hoga
--------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya  jisne Fajr hone se pahle roze ki niyyat nahi ki to uska roza nahi hoga
(Niyyat Dil ke irade ka naam hai , zuban se ada karne wali niyat kisi bhi hadith se sabit nahi)
----
رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے فرمایا جس نے فجر ہونے سے پہلے روزے کی نیت نہ کی اس کا روزہ نہیں ہو گا  
سنن ابو داوود جلد ٢، ٦٨٢-صحیح 
---
 ✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जिस ने फज्र होने से पहले  रोज़े कि नियत नहीं की तो उसका रोज़ा नहीं होगा 
(नियत दिल के इरादे का नाम है , जुबान से अदा करने वाली नियत किसी भी हदीस से साबित नहीं है)
सुनन अबू दावूद , जिल्द 2, 682 सही 
---
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said There is no fast for the one who does not intend (to fast) before dawn. ' 
Sunan Abu Dawud , Jild 2, 682-Sahih


*Urdu link*
https://islamqa.info/ur/answers/226100/

*English link*
https://islamqa.info/en/answers/226100/

Total Pageviews