Search This Blog

Category

Autoblog

Wednesday, May 15, 2019

Sir dard mein Hijama aur pairon ke dard mein Mehandi faydemand hai



Bismillahirahmanirrahim

✦ Sir dard mein Hijama aur pairon ke dard mein Mehandi faydemand hai
----------------
✦ Salma Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Jo shaksh bhi apne sir dard ki shikayat le Kar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke paas aata to 

Aap SallAllahu Alahih Wasallam usay Hijama Ka hukum dete aur Jo Shaks apne pairon mein dard ki shikayat le Kar aata Aap Sallallahu Alahih Wasallam usay farmate unmein hinna (Mehnadi) lagao
Sunan Abu Dawud,Jild 3,460 Hasan
-----
 جو شخص بھی اپنے سر درد کی شکایت لے کر رسول اللہ ﷺ کے پاس آتا آپ ﷺ اسےہجامہ کرنے کو کہتے اور جو شخص اپنے پیروں میں درد کی شکایت لے کر آتا آپ صلی اللہ علیہ وسلم اس سے فرماتے: ان میں خضاب 
( مہندی ) لگاؤ 
سنن ابی داؤد جلد ۳ - ٤٦٠  حسن
----
✦ सलमा रदी अल्लाहू अन्हा से रिवायत है की जो शख्स भी अपने सिर दर्द की शिकायत ले कर रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम के पास आता तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम उसे हिजामा का हुक्म देते और जो शख्स अपने पैरों में दर्द की शिकायत ले कर आता तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम उसे फरमाते उनमें हीना (मेहंदी) लगाओ
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3, 460 हसन
----
✦ Narrated Salma Radi Allahu Anha said when anybody complained to the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  of a headache , he told to get himself cupped, or regrding the complaine of a pain in the legs ,he told to dye them with henna. 
Sunan Abu Dawud, Book 28, 3849- Hasan

Total Pageviews