Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: us sey parinada ya insaan ya janwar jo bhi khatey hain wo uski taraf se sadqa hai
Anas bin Malik Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Koi bhi musalman jo ek darkht ka paudha(small tree) lagaye ya khet mein beej boye phir us sey parinada ya insaan ya janwar jo bhi khatey hain wo uski taraf se sadqa hai
Sahih Bukhari, Vol 3, 2320
Narrated
Anas bin Malik Radiallahu anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam
said, "There is none amongst the Muslims who plants a tree or sows seeds,
and then a bird, or a person or an animal eats from it, but is regarded as a
charitable gift for him."
Sahih Bukhari, Book 39, Hadith 513
Sahih Bukhari, Book 39, Hadith 513