Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e-Hadith: Rasoollallah
Sallallahu Alaihi Wasallam ki Kaddu Se Muhabbat
Ishaq bin Abdullah bin Abu Talha se rivayat hai ki mainey anas bin malik se suna ki ek tailor ne Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ko khaney par bulaya anas bin malik ne kaha ki main bhi is dawat mein Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke saath gaya us tailor ne roti aur shorba jismein Kaddu aur bhuna hua gosht tha Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke samney paish kar diya mainey dekha ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam kaddu ke tukdey piyaley mein talassh kar rahey they us din se main bhi barabar kaddu ko pasand karta hun.
Sahih Bukhari, Vol 3, 2092

------------------------------------------------
Narrated Ishaq bin
'Abdullah bin Abu Talha: I heard Anas bin Malik saying, "A tailor invited
Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam to a meal which he had prepared.
" Anas bin Malik said, "I accompanied Allah's Apostle Sallallahu Alaihi
Wasallam to that meal. He served the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam with
bread and soup made with gourd and dried meat. I saw the Prophet Sallallahu Alaihi
Wasallam taking the pieces of gourd from the dish." Anas added,
"Since that day I have continued to like gourd.Sahih Bukhari, Vol 3, Book 34, No. 305: