Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: ALLAH
ne Jahannam ko Do saanson ki ijazat di, ek saans Sardi mein aur ek saans garmee
mein
Abu
Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi
Wasallam ne farmaya jahannam ne apney Rab ke paas shikayat ki aur kaha ki mere
Rab mere kuch hissey ne kuch hissaey ko kha liya hai, ALLAH taala ne usey Do
saanson ki ijazat di, ek saans Sardi mein aur ek saans garmee mein, tum bahut
jiyada sardee aur bahut jiyada garmee jo (in mosamon mein) dekhtey ho uska yahi
sabab hai.
Sahih
Bukhari, Vol 4,3260
-----------------------------------------------
Hadith:
ALLAH allowed to Hell to take two breaths, one in the winter and the other in
summer
Narrated
Abu Huraira Radiallahu anhu: ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said,
"The Hell complained to its Lord saying, 'O my Lord! My different parts
eat up each other.' So, He allowed it to take two breaths, one in the winter
and the other in summer, and this is the reason for the severe heat and the
bitter cold you find (in weather)."
Sahih
Bukhari, Vol 4, Book 54, No. 482