Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Koi Mard kisi (gair mahram) aurat ke saath tanhaii
mein na baithe
Ibn Abbas Radiallahu anhu se rivayat hai ki unhoney nabee Sallallahu
Alaihi Wasallam se suna ki koi Mard kisi (gair mahram) aurat ke saath tanhaii
mein na baithey aur koi aurat us waqt tak safar na kare jab tak uskey saath uska mahram na ho itne
mein ek sahabi khade huye aur farmaya Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi
Wasallam mainey falah jihad mein apna naam likhwa diya hai aur meri Biwi hajj
ke liye ja rahi hai to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tu bhi uske saath hajj ke liye ja.
Sahih Bukhari, Vol 4,3006
------------------------------------------------
Hadith: It is not
permissible for a man to be alone with a woman(gair mahram),
Narrated
Ibn Abbas: That he heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, It is
not permissible for a man to be alone with a woman(gair mahram), and no lady
should travel except with a Muhram (i.e. her husband or a person whom she
cannot marry in any case for ever; e.g. her father, brother, etc.)." Then a
man got up and said, "O ALLAH's Apostle! I have enlisted in the army for
such-and-such Ghazwa and my wife is proceeding for Hajj." ALLAH's Apostle Sallallahu
Alaihi Wasallam said, "Go, and perform the Hajj with your wife."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 250:
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 250: