Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Kuch farishte raat ke hain aur kuch din ke
hain
Abu Hurairah Radiallahu anhu
se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Aasman se
farishte aate jate rahte hain, kuch farishte raat ke hain aur kuch din ke hain,
aur ye sab FAJAR aur ASAR ki namaz mein jama ho jate hain phir wo farishte jo
tumhare yahan raat mein rahe they, ALLAH ke huzur jate hain ALLAH taala unse daryaft
fermata hai -- halanki wo sab se jiyada janne wala hai –ki tumne mere bando ko
kis haal mein chodha to farishte arz karte hain ki jab humne unhe chodha to wo
(Fajar ki) namaz Padh rahe the aur isi tarah jab hum unke yahan gaye the tab
bhi wo (Asar ki) namaz Padh rahe they.
Sahih Bukhari, Vol 4,3223------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu
anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Angels keep on
descending from and ascending to the Heaven in turn, some at night and some by
daytime, and all of them assemble together at the time of the Fajr and 'Asr
prayers. Then those who have stayed with you over-night, ascent unto ALLAH who
asks them, and He knows the answer better than they, "How have you left my
slaves?" They reply, "We have left them praying as we found them
praying."
Sahih Bukhari, Book 54, No. 446:
Sahih Bukhari, Book 54, No. 446: