Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Qayamat us waqt tak qayam nahi hogi jab
take ki ek shaksh dusre ki Qabr ke pass
se guzre aur kahe ki kaash main bhi isi jagah mein hota
Hadith: Abu Hurairah Radi allahu se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qayamat us waqt tak qayam
nahi hogi jab take ki ek shaksh dusre ki
Qabr ke pass se guzre aur kahe ki kaash main bhi isi jagah mein hota
Sahih Bukhari, Vol 8, 71
Sahih Bukhari, Vol 8, 71
अबु
हुरैराह रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्ललाहु अलैहि वस्सलम ने
फ़रमाया क़यामत उस वक़्त क़ायम नहीं होगी जब तक के एक शख्स दूसरे की क़ब्र के पास से
गुज़रे और कहे की काश मैं भी इसी जगह में होता।
सही बुखारी , जिल्द 8 ,हदीस 71
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said,
"The Hour will not be established till a man passes by a grave of somebody
and says, 'Would that I were in his place.' "
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 88, Number 231
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 88, Number 231