Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: tum momeen ko Aapas mein
ek ek jism jaisa paooge ki jab uska koi
tukda bhi takleef mein hota hai to sara jism takleeef mein hota hai
Noman bin Bashr Radhi Allahu Anhu se rivayat
hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam
ne farmya tum momeen ko Aapas mein ek dusre ke saath rahmat aur muhabbat
ka muamla karne aur ek dusre ke saath lutf aur naram dili mein ek jism jaisa
paooge ki jab uska koi tukda bhi takleef
mein hota hai to sara jism takleeef mein hota hai aur neend ud jati hai aur jism bukhar mein mubtala
jaisa ho jata hai
Sahih Bukhari, Vol7, 6011
Sahih Bukhari, Vol7, 6011
नोमान बिन बशर रदी अल्लाहू अन्हु से
रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्ललाहु अलैहि वस्सलम ने फ़रमाया तुम मोमिन को आपस में
एक दूसरे के साथ रहमत और मोहब्बत का मुआमला करने और एक दूसरे के साथ लुत्फ़ और नरम
दिली में एक जिस्म जैसा पाओगे की जब उसका कोई टुकड़ा तकलीफ में होता है तो सारा
जिस्म तकलीफ में होता है और नींद उड़ जाती है और जिस्म बुखार में मुब्तला जैसा हो जाता
है
सही बुखारी , जिल्द 7 ,हदीस 6011
Hadith: ALLAH's Apostle peace be upon him said, "You see the believers as regards their being merciful among themselves and showing love among themselves and being kind, resembling one body, so that, if any part of the body is not well then the whole body shares the sleeplessness (insomnia) and fever with it."
Sahih Bukhari, Book #73, Hadith #40