✦ Islamic Quiz-44✦
Sawal: inmein se Allah subhanahu ki baargah mein kaunsa Amal sabse ziyada Mehboob hai ?
A. waqt par namaz parhna
B. Ramzan ke roze rakhna
C. Kaabe ka tawaf karna
D. Praying Tahajjud E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
---------------------
Quiz: Which deed is the dearest to Allah among below ?
A. offer the prayers on time
B. Ramzan ke roze rakhna
C. Kaabe ka tawaf karna
D. Tahajjud ki namaz padhna E. None of the above
B. Ramzan ke roze rakhna
C. Kaabe ka tawaf karna
D. Tahajjud ki namaz padhna E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab A. waqt par namaz parhna
Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki mainey Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam se pucha ki Allah subhanahu ki baargah mein kaunsa Amal sabse ziyada Mehboob hai, Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne faramaya apney waqt par namaz parhna, maine pucha iskey baad farmaya waldein ke saath neik suluq karna, mainey pucha iskey baad Aapne farmaya Allah ke raaste mein Jihad karna.
Sahih Bukhari, Vol 1, # 527
----------------
Sahih Bukhari, Vol 1, # 527
----------------
Answer A. offer the prayers on time
Narrated 'Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu :I asked the Prophet Peace be upon him "Which deed is the dearest to Allah?" He replied, "To offer the prayers at their early stated fixed times." I asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, "To be good and dutiful to your parents" I again asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, 'To participate in Jihad (religious fighting) in Allah's cause."Sahih Bukhari, Volume 1, Book 10, Number 505: