✦ Islamic Quiz-63✦
Sawal: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam kis
waqt ye dua Parha karte the ?
لا إله إلا الله العظيم
الحليم ،لا إله إلا الله رب السموات و الارض ،
و رب العرش العظيم
La ilaha
illallahul-Azim- al-Halim, La ilaha illallahu Rabbus-samawati wal-ard wa
Rabbul-arshil-Azim
A. Jung ke
waqt
B. Pareshani
ke waqt
C. Safar ke
waqt
D. Mareez ki
Ayadat ke waqt
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
F. Sahi jawab ka intezar hai
---------------------------
Quiz : At
Which time the Prophet Peace be upon him used to recite below dua ?
لا إله إلا الله العظيم
الحليم ،لا إله إلا الله رب السموات و الارض ،
و رب العرش العظيم
La ilaha
illallahul-Azim- al-Halim,
La ilaha
illallahu Rabbus-samawati wal-ard wa Rabbul-arshil-Azim
A. At the
time of battle
B. At the
time of distress
C. At the
time of journey
D. At the
visiting to the sick person
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab B
-----------------
-----------------
Ibn Abbas
Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
Wasallam pareshaani ke waqt ye dua Parha
karte they:
لا إله إلا الله العظيم
الحليم ،لا إله إلا الله رب السموات و الارض ،
و رب العرش العظيم
La ilaha
illallahul-Azim- al-Halim,
La ilaha
illallahu Rabbus-samawati wal-ard wa Rabbul-arshil-Azim,"
Dua tarjuma:
ALLAH ke siwa koi Maabud nahi jo bahut Azmat wala hai, bardbar hai
ALLAH ke siwa
koi Maabud nahi jo Aasmano aur zameen ka RAb hai aur Arsh-Azeem ka RAB hai
Sahih Bukhari, Vol 7, 6345
Answer B
Narrated Ibn
Abbas Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam used to invoke
ALLAH at the time of distress, saying,
"La
ilaha illal-lahu al-'Azim, al-Halim,
La ilaha
illal-lahu Rabbu-s-samawati wal-ard wa Rabbularshilazim,"
Sahih
Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 356: