✦ Islamic Quiz-71✦
Sawal: Lut
alaihi salam ki qaum ki taraf Azab nazil karne ke liye jo farishte bheje gaye
they wo pahle Lut alaihi salam se milne se pahle kaunse nabi ke waha mehman
banker ruke they ?
A. Ibrahim Alaihi salam
B. Yaqub Alaihi salam
C. Ayyub Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
B. Yaqub Alaihi salam
C. Ayyub Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
Quiz : There
were some angles who were sent to punish the people of Lut, at whose home those
angles stayed before meeting Lut alaihi
salam ?
A. Ibrahim Alaihi
salam
B. Yaqub Alaihi salam
C. Ayyub Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. None of the above
B. Yaqub Alaihi salam
C. Ayyub Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab A. Ibrahim Alaihi salam
Al Quran :
Aur hamare farishte Ibrahim alaihi salam ke paas basharat lekar aaye to salam
kaha unhone bhi (jawab mein) salam kaha , abhi kuch der bhi nahi huyee thi ki (
Ibrahim alaihi salam) ek bhuna hua (gaay ka) bachda le aaye , jab dekha ki
un(mehmano) ke haath jhane ki taraf nahi bad rahe (yani wo khana nahi khate) to
unko ajnabi samajh kar dil mein khauff kiya , (farishto ne) kaha ki khauff na
kijiye , ye hum Qaum e loot ki taraf (azab dene ke liye) bheje gaye hain
Surah Hud,
Verse 69-70
---------------
Answer A Ibrahim Alaihi salam
Al Quran
: And verily, there came Our messengers
(angels) to Ibrahim (Abraham) with glad tidings. They said: Salam (greetings or
peace!) He answered, Salam (greetings or peace!) and he hastened to entertain
them with a roasted calf.
But when he
saw their hands went not towards it (the meal), he mistrusted them, and
conceived a fear of them. They said: "Fear not, we have been sent against
the people of Lut (to punish them)"
Surah Hud,
Verse 69-70