Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, November 8, 2016

✦ Islamic Quiz-53✦

 Islamic Quiz-53

Sawal: Inmein se wo kaun hai jisko Allah ke yahan se khana milta tha ?

A. Zakriya Alaihi salam
B. Ibrahim alaihi salam
C. Maryam Alaihi salam
D. Eesa alaihi salanm
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------------------
Quiz : Among below for whom the sustenance (food ) used to come from Allah ?

A. Zakriya Alaihi salam
B. Ibrahim alaihi salam
C. Maryam Alaihi salam
D. Eesa alaihi salam
E. None of the above
F. I want to know
----------
Sahi jawab C 
Maryam Alaihi Salam
---------

Al Quran : To RABB ne usko pasandagi ke saath Qubul farmaya aur usko achchi tarah parwarish kiya , aur zakriya ko uska kafil banaya, aur zakriya Alaihi salam jab kabhi ibadat gaah mein unke pass jate to unke pass khana paate , wo puchne lage ki Eh maryam ye khana tumhare paas kaha se aata hai to wo boli ki Allah ke yahan se (aata hai) beshak Allah jise chahta hai beshumar rizq deta hai
Surah  Aal-i-Imraan (3) , Verse #37

Note : Maryam alaihi salam ko Allah ki taraf se be-mausam fruits milte they , yani garmi mein sardi ke fruits aur sardi mein garmi ke fruits , ye sab dekh kar zakriya alaihi salam ko hairat huyee aur unhone pucha ki  tumhare paas ye sab kaha se aata hai tab maroyam alaihi salam ne kaha ki ye sab Allah ke yahan se aata hai - (Tafseer ibn katheer)

-----------------------
Al Quran : So her Lord (Allah) accepted her with goodly acceptance. He made her grow in a good manner and put her under the care of zakariya . Every time he entered Al-Mihrab to (visit) her, he found her supplied with sustenance (food) . He said: "O Maryam (Mary)! From where have you got this?" She said, "This is from Allah." Verily, Allah provides sustenance to whom He wills, without limit." 
Surah Aal-i-Imraan (3) , Verse #37)

Note: Whenever the zakriya alaihi salam used to go in the worship place  of Maryam alaihi salam he used to find various kind of fruits belong to another season Like in summer they used to find winter fruits..etc. that’s why he asked to maryam Alaihi salam from wher you get all these sustenance that time maryam alaihi salam said This is from Allah (Tafseer ibn katheer)

Total Pageviews