Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, December 25, 2012

Al Quran : Eh Imaan walo Sabar aur namaz se madad liya karo


 Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Al Quran : Eh Imaan walo Sabar aur namaz se madad liya karo Beshaq Allah Sabr karney walon ke saath hai Aur jo ALLAH ki Raah mein maarey jaye unhey Murda na kaho, bulki wo Zinda hain lekin tum nahi samajhtey
Al Quran, Surah Baqra(2) , verse 153-154

Hadith : Anas bin malik Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya koi shaksh aisa na hoga jo jannat mein dakhil honey ke baad duniya mein dobara aana pasand karey chahey usey sari duniye mil jaye, siwaye shaheed ke, iski ye tamanna hogi ki duniye mein dobara wapas jakar 10 martaba aur Qatl ho jauu kyunki wo shahadat ki Ezzat wahan dekh chuka hota hai.
Sahih Bukhari, vol 4, 2817

---------------------------------------------
O you who believe! Seek help in patience and As-Salat (the prayer). Truly! Allah is with As-Sabirun (the patient). And say not of those who are killed in the Way of Allah, "They are dead." Nay, they are living, but you perceive (it) not.
Al Quran, Surah Baqra(2) , verse 153-154

Hadith: Narrated Anas bin Malik Radiallahu anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, Nobody who enters Paradise likes to go back to the world even if he got everything on the earth, except a Mujahid who wishes to return to the world so that he may be martyred ten times because of the dignity he receives (from Allah).
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 72:

Total Pageviews