Bismillah
hir-Rahman nir-Rahim
Al Quran : Jo log sood khatey hain wo Qayamat ke din us
shakhs ki tarah uthengey Jinhey shaitan ne lipat kar deewana bana liya ho ye haalat
unki is wajah se hogi ki unhoney kaha tha ki kharid wa farokht bhi sood ki
tarah hai jabki Allah taala ne kharid aur farokht ko hala qarar diya hai aur
sood ko haram phir jisko uskey rab ki naseehat pahunchi aur wo (sood lene se)
baaz aa gaya to wo jo kuch pahley le chuka hai wo usi ka hai aur uska muaamla
allah ke supurd hai lekin agar wo phir bhi sood leta rahta hai to ye log
jahannami hai ye ismein hamesha rahanergey:
Al Quran, Surah Baqra, verse 275
Al Quran, Surah Baqra, verse 275
English
Translation:
Those who devour usury will not stand except as stand one
whom the Evil one by his touch Hath driven to madness. That is because they
say: "Trade is like usury," but Allah hath permitted trade and
forbidden usury. Those who after receiving direction from their Lord, desist,
shall be pardoned for the past; their case is for Allah (to judge); but those
who repeat (The offence) are companions of the Fire: They will abide therein
(for ever).
Al Quran, Surah Baqra, verse 275
Al Quran, Surah Baqra, verse 275