Bismillah
hir-Rahman nir-Rahim
Eh logo ek
misal bayan ki jati hai usey kaan laga kar suno jinhey tum Allah ke siwa
pukartey ho wo ek makhkhi bhi nahi bana saktey agarchey wo sab iskey liye jamaa
ho jaye aur agar unsey makhkhi koi cheej cheen le to usey makhkhi se churha bhi
nahi saktey Aabid (ibadat ya pooja karney waley) aur maabud (jiski ibadat ya
pooja ki jati hai) doni hi aajiz ( kamjor)
hain
Al Quran ,
Surah Hajj (22) , Verse #73
------------------------------------------
O mankind! A
similitude has been coined, so listen to it (carefully): Verily those on whom
you call besides Allah, cannot create (even) a fly, even though they combine
together for the purpose. And if the fly snatches away a thing from them, they
will have no power to release it from the fly. So weak are (both) the seeker
and the sought.
Al Quran , Surah Hajj (22) , Verse #73
Al Quran , Surah Hajj (22) , Verse #73