Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, December 25, 2012

Al Quran : Eh Rab mujhko dikha ki tu murdon ko kaisey zinda karega


Bismillah irrahman nirrahim

Al Quran : Eh Rab mujhko dikha ki tu murdon ko kaisey  zinda karega

Aur Jab Ibrahim ne kaha ki Eh Rab mujhko dikha ki tu murdon ko kaisey  zinda karega, Allah ne farmaya ki kya tumhey  yaqeen nahi hai ? farmaya ki kyu nahi lekin mein isliye dekhna chahta hun ki mere Dil ko itminan ho jaye, Allah ne farmaya ki chaar (4)  janwar pakad kar apney paas mangwa le (aur tukdey tukdey kar de aur)  phir unka ek ek tukda har ek pahaad par rakh de phir usko bula  to wo tumharey pass chaley aayengey aur jaan lo ki Beshaq Allah zabardast hikmat wala hai
Al Quran, Al-Baqara, Chapter #2, Verse #260
--------------------------------------
when Ibrahim (Abraham) said, "My Lord! Show me how You give life to the dead." He (Allah) said: "Do you not believe?" He [Ibrahim (Abraham)] said: "Yes (I believe), but to be stronger in Faith." He said: "Take four birds, then cause them to incline towards you (then slaughter them, cut them into pieces), and then put a portion of them on every hill, and call them, they will come to you in haste. And know that Allah is All-Mighty, All-Wise."
Al Quran : Al-Baqara, Chapter #2, Verse #260


Total Pageviews