Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: jannat mein Jaaney ke baad wo phir se duniya
ki tamanna karega ..
Anas bin malik Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi
Wasallam ne farmaya koi shaksh aisa na hoga jo jannat mein dakhil honey ke baad
duniya mein dobara aana pasand karey chahey usey sari duniye mil jaye, siwaye
shaheed ke, iski ye tamanna hogi ki duniye mein dobara wapas jakar 10 martaba
aur Qatl ho jauu kyunki wo shahadat ki Ezzat wahan dekh chuka hota hai.
Sahih Bukhari, vol 4, 2817
--------------------------------------------------
Hadith: After entering the Paradise he will wish to go back to the world
Sahih Bukhari, vol 4, 2817
--------------------------------------------------
Hadith: After entering the Paradise he will wish to go back to the world
Narrated Anas bin Malik
Radiallahu anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, Nobody who enters
Paradise likes to go back to the world even if he got everything on the earth,
except a Mujahid who wishes to return to the world so that he may be martyred
ten times because of the dignity he receives (from ALLAH).
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 72:
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 72: