Bismillah hirrahman nirrahim
Mafhum-e-hadith: Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab
Sad bin 'Ubada Radiallahu
anhu ki Maa ka jab inteqal hua to wo unki khidmat mein mojud nahi they unhoney
aakar Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se farmaya, ya Rasoollallah Sallallahu
Alaihi Wasallam meri walida ka jab inteqal hua to main unki khidmat mein hazir
nahi tha, agar main koi cheez sadqa karu to us sey unhey fayda pahunch sakta
hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan, unhoney kaha main Aapko
gawah banata hun mera Makhraf naam ka baag unki taraf se sadqa hai.
Sahih Bukhari, Vol 4, 2756
Sahih Bukhari, Vol 4, 2756
----------------------------------------------
Narrated Ibn 'Abbas Radiallahu
anhu: The mother of sad bin 'Ubada Radiallahu anhu died in his absence. He
said, "O Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam! My mother died in my
absence; will it be of any benefit for her if I give Sadaqa on her
behalf?" The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Yes," Sad
said, "I make you a witness that I gave my garden called Al Makhraf in
charity on her behalf."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 51, No. 19:
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 51, No. 19: