Bismillahirrahmanirrahim
Hadith:
Jisko Qasam Khani hai wo Allah ki Qasam khaye warna Khamosh rahey..
Hazrat Abdullah bin umar Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki agar kisi ko Qasam khani ho to Allah ki hi Qasam khaye warna khamosh rahey.
Sahih Bukhari, Vol 4,2679

Narrated Abdullah Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Whoever has to take an oath should swear by Allah or remain silent."
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 48, No. 844: