Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: agar koi musalman koi darakht lagata hai aur is
darakht se koi insaan ya janwar khata hai to lagane wale ke liye wo sadqa hota
hai
Anas Bin Malik Radhi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar koi musalman koi darakht
lagata hai aur is darakht se koi insaan ya janwar khata hai to lagane wale ke
liye wo sadqa hota hai(yani jab tak koi isme se khayega sadqe ka sawab milta
rahega)
Sahih Bukhari, Vol 7, 6012
------------------------------------------
Narrated Anas bin Malik Radi AllahuAnhu: The ProphetSal-Allahu
Alaihi Wasallam said, "If any
Muslim plants any plant and a human being or an animal eats of it, he will be
rewarded as if he had given that much in charity."
Sahih Bukhari, Book 73, No. 41
Sahih Bukhari, Book 73, No. 41