Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: ALLAH subhanahu kisi bande se Muhabbat karta hai to Jibril Alaihi salam ko aawaz deta hai
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab ALLAH subhanahu kisi bande se Muhabbat karta hai to Jibril Alaihi salam ko aawaz deta hai aur kahta hai ki ALLAH falah bane se Muhabbbat karta hai tum bhi us se Muhabbat karo, Jibril Alaihi salam bhi us se Muhabbat karne lagte hain phir wo tamam aasman walon ko aawaz dete hain ki ALLAH subhanahu falah bande se Muhabbat karta hai tum bhi us se Muhabbat karo phir tamam aasman wale us se Muhabbat karne lagte hain uske baad wo zameen mein bhi Maqbul aur Mehboob ban jata hai.
Sahih Bukhari, Vol 7, 6040
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "If ALLAH loves a person, He calls Gabriel saying: 'ALLAH loves so and so; O Gabriel, love him.' Gabriel would love him, and then Gabriel would make an announcement among the residents of the Heaven, 'ALLAH loves so-and-so, therefore, you should love him also.' So, all the residents of the Heavens would love him and then he is granted the pleasure of the people of the earth."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 66