Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Jhooti baat kahna ya jhooti gawahi dena bhi kabira gunah hai
Abu Bakr Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya kya main tumhe sabse bada gunaah na batauu, humne arz kiya zarur bataeeye , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH ke saath shirk aur waldein ki nafarmani karna, aur farmaya ki aagah ho jao jhoothi baat aur jhoothi gawahi bhi, aagah ho jao jhoothi baat aur jhoothi gawahi bhi (bade gunaah hain) Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ise baar baar dohrate rahe yahan tak ki humne socha Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam khamosh nahi honge .
Sahih Bukhari, Vol 7, 5976
------------------------------------------

Narrated Abu Bakr Radhi
Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Shall I
not inform you of the biggest of the great sins?" We said, "Yes, O ALLAH's
ApostleSal-Allahu Alaihi Wasallam " He said, "To join partners in
worship with ALLAH: to be undutiful to one's parents." The Prophet sat up
after he had been reclining and added, "And I warn you against giving
forged statement and a false witness; I warn you against giving a forged
statement and a false witness." The Prophet kept on saying that warning
till we thought that he would not stop.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 7:
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 7: