Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi)
uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho
Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
hazrat Jibril mujhe Padosiyon ke baare mein baar baar is tarah wasiyat karte rahe ki mujhe ye khayal aaya ki (ALLAH subhanahu) Padosi ko kahi waris mein sharik na kar de
Sahih Bukhari, Vol 7, 6014
Abu Hurairah Radi allahu taala anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska
humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho.
Sahih Muslim, Vol 1, 172
----------------------------------------
Narrated 'Aisha Radi Allahu Anha: The Prophet Sal-Allahu
Alaihi Wasallam said "Gabriel continued to recommend me about treating the
neighbors Kindly and politely so much so that I thought he would order me to
make them as heirs.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 43:
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 43:
It is narrated on the authority of Abu Huraira Radhi Allahu
Anhu that the Messenger of ALLAH (may peace and blessing be upon him) observed:
He will not enter Paradise whose neighbour is not secure from his
wrongful conduct.
Sahih Muslim, Book 001, No.74
Sahih Muslim, Book 001, No.74