Search This Blog

Category

Autoblog

Traffic

A visitor from Dubai viewed 'Hadith : Tum mein se koi shakhs u' 25 mins ago
A visitor from Sheikhupura viewed 'Al Quran : Eh Imaan walo tum wo b' 27 mins ago
A visitor from Wyoming viewed 'Hadith: tum momeen ko Aapas mein' 28 mins ago
A visitor from Masaya viewed '✦: Hadith : Bait ul Muqaddas (Mas' 31 mins ago
A visitor from Lahore viewed 'Beshak har Mushkil ke sath aasani' 32 mins ago
A visitor from Johannesburg viewed '✦ Mareez ki Ayadat ki Dua' 35 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Al Quran : Jo log sood khatey hai' 44 mins ago
A visitor from Doha viewed 'Sadqa e jariya - Maut ke baad bhi' 48 mins ago
A visitor from Jeddah viewed 'Hadith: Jannat Talwaron ke saaye k' 51 mins ago
A visitor from Rawalpindi viewed '✦ *Al Quran : Kya usko malum nahi' 53 mins ago

Thursday, November 13, 2014

Hadith: wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho

Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya
hazrat Jibril mujhe Padosiyon ke baare mein baar baar is tarah wasiyat karte rahe ki mujhe ye khayal aaya ki (ALLAH subhanahu) Padosi ko kahi waris mein sharik na kar de
Sahih Bukhari, Vol 7, 6014

Abu Hurairah Radi allahu taala anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho.
Sahih Muslim, Vol 1, 172
----------------------------------------

Narrated 'Aisha Radi Allahu Anha: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said "Gabriel continued to recommend me about treating the neighbors Kindly and politely so much so that I thought he would order me to make them as heirs.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 43:


It is narrated on the authority of Abu Huraira Radhi Allahu Anhu that the Messenger of ALLAH (may peace and blessing be upon him) observed: He will not enter Paradise whose neighbour is not secure from his wrongful conduct.
Sahih Muslim, Book 001, No.74

Total Pageviews

1,052,817