Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Hadith: Allah Subhanahu ne us shaksh ke is kaam ki Qadar ki aur usey Jannat mein Dakhil kar diya
Abu
Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu
Alaihi Wasallam ne farmaya ki ek shaksh
ne ek kuttey ko dekha jo piyas ki wajah se Geeli Mitti kha raha tha to us shaksh ne Apna
Moja (ya juta) liya aur usney paani bhar kar pilaney laga yaha tak ki usko khub
sairab kar diya Allah Subhanahu ne
us
shaksh ke is kaam ki Qadar ki aur usey Jannat mein Dakhil kar diya
Sahih Bukhari, Vol 1, 173
Sahih
Bukhari, Vol 3, 2363
------------------------------------------------------------------------------
Hadith: Allah approved of his deed and made him to enter Paradise.
Narrated
Abu Huraira Radi Allahu Anhu : The
Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "A man saw a dog eating mud from
(the severity of) thirst. So, that man took a shoe (and filled it) with water
and kept on pouring the water for the dog till it quenched its thirst. So Allah
approved of his deed and made him to enter Paradise."
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 174:
Sahih Bukhari, Volume 3, Book 40, Number 551
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 174:
Sahih Bukhari, Volume 3, Book 40, Number 551