Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Hadith: us (zakhm) mein Khoon bahta hoga jiska Rang
khoon ki tarah hoga lekin Khushbu Mushk ki tarah hogi
Abu
Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai
ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne
farmaya har zakhm jo Allah ki raah mein Musalman ko lagey wo Qayamat ke din usi
Halat mein hoga jis tarah wo laga tha, usmein Khoon bahta hoga jiska Rang
khoon
ki tarah hoga lekin Khushbu Mushk ki tarah hogi
Sahih
bukhari , Vol 1, 237
--------------------------------------------------------------------------
Hadith:
A wound which a Muslim receives in Allah's cause will smell like Musk
Narrated
Abu Huraira Radi Allahu Anhu : The
Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "A wound which a Muslim receives
in Allah's cause will appear on the Day of Resurrection as it was at the time
of infliction; blood will be flowing from the wound and its color will be that
of the blood but will smell like musk."
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 238
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 238