Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Mafhum-e-Hadith: Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ki baargaah mein Ahsaar ( Naat) parhney waley sahabi
Abdul rahman bin Auf se radi allahu anhu rivayat hai ki unhoney Hassan bin Thabit ansari radi allahu anhu se suna wo Abu hurairah ko Gawaah bana kar kah rahey they ki EH Abu Huraira Main Aapko Allah ki kasam dekar puchta hu kya tumney Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam se suna hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Eh Hassan Allah ke Rasool ki taraf se Mushriko ko Jawab do Eh Allah Rooh al Quddus ke zariye unki madad kar Abu Hurairah Radi Allahu anhu ne farmaya HAAN
Sahih Bukhari, Vol 7, 6152
*Note: Hassan Radi Allahu Anhu Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ki bargaah mein Ashaar (Naat) parha kartey they aur mushriko ko Ashaar se jawab detey they
Jundub radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam chal rahey they ki Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ko paththar ki thokar lagi is sey Aap allallahu Alaihi Wasallam ki ungli mubarak se khun bahney laga to Aap allallahu Alaihi Wasallam ne ye Sher parha: (jiska tarjuma ye hain)
Tu to ek ungli hai aur kya hai jo zakhmi ho gayee kya hua agar Raah-e-Mola mein tu zakhmi ho gayee
Sahih Bukhari, Vol 7, 6146
Note: Agar Aap koi Naat ya Ashaar parhey to is baat ka khyal rakhiyega ki koi bhi Shirk wala ashaar na ho warna Sawab ki jagah Aap gunaah ke haqdaar ho jayengey
---------------------------------------------------------------------
Narrated
Abu Salama bin 'Abdur-Rahman bin 'Auf: that he heard hassan bin Thabit Al-Ansari
radi allahu anhu asking the witness of Abu Huraira, saying, "O Abu-
Huraira! I beseech you by Allah (to tell me).Did
you hear Allah's Apostle Peace be upon him saying' 'O hassan ! Reply on behalf
of Allah's Apostle. O Allah ! Support him (hassan) with the Holy Spirit
(Gabriel).'?" Abu Huraira Radi Allahu Anhu said, "Yes."
Sahih Bukhari, Book 73, Hadith 173
Narrated
Al-Bara Radi Allahu Anhu : The Prophet
Peace be upon him said to Hassan Radi Allahu Anhu , "Lampoon ( Reply ) them (the pagans)
in verse, and Gabriel is with you."
Sahih Bukhari , Book 73, Hadith 174
Sahih Bukhari , Book 73, Hadith 174
* Note: Hassan Radi Allahu Anhu
used to Read the Poetry ( Nasheed)
for Prophet Peace be upon him and
used to give reply to Mushriks.Narrated
Jundub radi allahu anhu: While the
Prophet peace be upon him was walking, a stone hit his foot and stumbled and
his toe was injured. He peace be upon him then (quoting a poetic verse) said, "You are not more than a toe which has been bathed in Allah's Cause"
Sahih
Bukhari, Volume 8, Book 73, Number 167: